w SMS Messages18904 messages

Koi wada Nahi Phir Bi Tera Intezar Ha
Judai K Bawajod Bi Tujse Pyar Hai
Tere Chehry Ki Udasi De Rahi Hai Gawahi
Mujse Milne Ke Liye Tu Bhi Bekarar Hai
Usay kehna
agr milna nahi asan

to likh bhejay wo kesa ha?

Bohat dino se ye dil udas rehta ha

Tabiyat bhi machalti ha

Kabhi thokr jo lgti ha

Dehan mera najane kyu
usi ki simat jata ha

Usay koi pathar
koi kanta lga na ho

KHUDAYA wo slamat ho

Usay kehna agr milna nahi asan to likh bhejay wo kesa ha?
Kabhi Tum Milne bulao Na,
Tumhain Mehsos Kerna Hai,
Tumhari Zaat Main Reh Ker,
Tumhara Hissa Banna Hai,
Mujhe Viran Ankhon Mein,
Tumhari Bikhri Batoon Mein wafa Ka Rung Bharna Hai,
Tumhare Phool Chehre Pe Udasi Ka Jo Manzar Hai
whan Pe Apni Chahat Se Hansi Ko Naqsh Krna Hai
Kabhi Tm Milne bulao Na . . . /
kahoon ab kissi sey mein aur kya?
tu na mil saka, tu na mil saka,

detey hein tanney log yeh kehtey hein mujh sey barha,
"hai raighan ghayee wafa" tu na mil saka
tumhare hoth, tumhari baahe mujhe pasand hai,
tumhari aankho me mere hi sapne band hai,
tumhari chaal,tumhari baate mujhe aachi lagti hai,
tumhari aanko ki taarif me gazale thakti hai,
jabse tumko pyar kiya hai aata hai mere mann me,
aur na koi dekhe tumko mere siwa is zindagi mein..
Jitna pyar paya hai tumse,
usse aur jyada pane ko ji chahata hai,
jane woh kaun si khubi hai tumme,
ki har rishta tum se banane ko ji chahata hai
MuJh SaY KhTAy ThEy wo AkSaR Ja MaR Ja.....

A GaYi JaB moUT JeNaY Ki Duwa KaRneY LaGeY
Ye kis ny hamen shemi hue fiza men pukara,
Ye kis ne awaz di k awo "UDAS LOOGO",
Ye jaan gawane ki rut yoonhi raegan na jae,
Sar-e-bazar koi sar sajawo "UDAS LOOGO",
Eski bat sy hi tabeit sanbhl sky gi,
Kahen sy waqas ko dhund lawo "UDAS LOOGO"!
irf Tu Hi Meri Jehad-E-Zeest Ka Haseel Na Tha

Tu Charag-E-Rah Tha Lekin Meri Manzil Na Tha

Zindagi Th0ri Thi Hum K0 Aur Bhi S0 Kaam Thy

warna Ik Tuj K0 Hi Pana t0 K0i Mushqil Na Tha

Sach t0 Ye Hai Maine Tere 7 Bhi Dh0ka Kia

Mai 13 H0 Kar Bhi Apne Aap Se Ghafil Na Tha..
kuch is tarhan se wafa ki misaal deta hon.....
sawal karta hai koi tu taal deta hon
usi se kehta hun akser fareeb manzil ka....
main jis k paaon k kantay nikal deta hon
Saffar kitna bhe ho musaafir ko To chalna hee hai
wo Sangdil kitna bhe ho humain Zulm to Sehna hee hai
Us ko to Bicharne ka Saleeka bhi nahi aya

Jate howe Khod ko yaheen Chor gia..!!