w SMS Messages18904 messages

"Phool Chunte waqkt Kaanto Pe Bhi Nazar Rakhna
Muhobaat Mei Mom Ka Dil Aur Patthar Ka Jigar Rakhna"
HUM HEE wAFA NIBHA NA SAKAY
TUJHE CHAHA MAGAR BATA NA SAKAY
TERI JUDAII MAIN SUBAH SHAAM ROYEE BOHAT
HAAN MAGAR TERE SAMNE ANSU BAHA NA SAKAY
aKser ChAnd Sitary MuJ sAy PoCha KerTay Hain
Kay ,
Kya aj bhi tumay intezar hai
Aus kay lot anay ka
Or mera Dil ,
Her bar muskara ker kha deta hai

Mujay to aj bhi yaqqen he neahi hwa aus kay janay ka
Na zindagi mili na wafa mili
Najany kyou hum say har khushi khaf mili
Jhuti muskan liye apnay ghum chupatay rahay
Sachi mohabbat karnay ki bhi kia khoob saza mili
Suno
Jahan sawal k badlay sawal hota hai
wahin mohabbaton ka zawal hota hai
Kisi ko apna banana hunar he sahi
Kisi ka ban k rehna kamal hota ha
Kisi say besabab uljha nahi tha
who pehlay tu kabhi aisa nahi tha
who phir bhi yad rehna chahta tha
Agarchay mein usay bhoola nahi tha
Bohat aala tha uska zarf lekin who meri zat ko samjha nahi tha
who jaisay berukhi say chal para tha
Mein itna bhi gaya guzra nahi tha
Usay mein kyou bura thehraon yaroo
who acha tha faqt mera nahi tha
Rakhay khuda nay do rastay mujhay azmanay k liye
woh chor day mujh ya mein chor doon usay zamanay k liye
Kaisay maang loon rub say usay bhool janay ki dua
Hath uthtay nahi hain dua mein usay bhool janay k liye
Nahi ki zindagi mein meinay koi bhi neki
Par parhi hain chhup k kuch namazein usay panay k liye
Nahi hai tu na sahi who qismat mein meri
Par aik mauqa to day usay ay RAb yeh aansu dikhanay k liye
Meri zameen par jo chandni hai
woh sab teri hai
Meray falak par jo dilkashi hai
woh sab teri hai
Jo titilion k paron pay likhay hain khat merayhain
Yeh jugnoun mein jo roshni hai
woh sab teri hai
Jo shab pay chai khamoshian hain
woh sab meri hain
Sehar mein jitni bhi naghmaghi hai
woh sab teri hai
Jo teri muthi mein khushboain hain
woh sab meri hain
Jo meri aankh meein roshni hai
woh sab teri hai
woh admi hai aam sa
Ik qisa na tamam sa
Na lehja bemisal hai
Na baat mein kamal hai
Hai dekhnay mein aam sa
Udasion ki sham sa
Jaisay ik raaz hai
Khu say beniaz hai
Na mehjabinon say rabata hai
Na shurton ka khab hai
Ranjha na qias hai
Insha na faiz hai
woh pekar e ishlas hai
wafa dua aura as hai
Tumhi karo faisala
woh
Aadmi hai aam say a phir bhohat hai khas hai?
ABI wO DARD BAKI HAI..
AGARCHAY wAQT MARHAM HAI..
MAGAR KUCH wAQT LAGTA HAI.
KISI KO BHOOL JANAY MAIN.
DOBARA DIL BASANAY MAIN..
ABI KUCH wAQT LAGNA HAI..
ABI wO DARD BAKI HAI..
MAIN KAISAY NAEE ULFAT MAIN..
APNI ZAAT KO GUM KAR DON..
K MERAY JISM-O-wAJDAAN MAIN...
ABI wO FARD BAKI HAI...
ABI US SHAKS KI MUJ PAY NIGHAH-E-SARD BAKI HAI...
ABI wO ISHQ K RASTOON KI MUJ PAY GARD BAKI HAI..
ABI wO DARD BAKI HAI
Meray dil meray musafir.
Hova pher say hukam sadir.
K watan badar hon hum tum.
Dain gali gali sadaain.
Karain rukh nagar nagar ka.
K soraagh koi pain.
Kisi yar-e-nama bar ka.
Har ik ajnabi say pochain.
Jo pata tha apnay gher ka.
Sar-e-koay-e-tashanayan.
Humain din say raat karna.
Kabi is say baat karna.
Kabi us say baat karna.
Tumhain kia kahoon k kia hai.
Shab-e-ghum bori bala hai.
Humain yah b tha ganeemat.
Jo koi shumar hota.
Humain kia bora tha marna.
Agar aik baar hota.
Na main pass us ko bola saka.
Na main dil ki baat bata saka.
wo hansi hansi main hi chal dia.
Main hath tak na hila saka.
Kahan jao gay mujay choor kar.
Main yah poch poch kar thak gaya.
wo jawab muj ko na dai saka.
wo tou khud sarapa sawal tha.
wo mila tou sadion k baad b.
Meray lab pay koi gila na tha.
Usay meri chup nay rola dia.
Jisay guftago main kamal tha..