Nighahen raasta dekhain tumhara lot aao na,
tumharey bina nahi hota guzara lot aao na,
bichar k yar tujh se zindagi pal pal tarapti hey,
k tum bin ab nahi jeena ga
wara lot aao na,
mujhey dar hai k in tanha'aeyon mey toot jaoon na,
hey bus teri mohabat ka sahara lot aao na,
tum he to zindagi ho piyar ho dunya hamari ho,
si
wa terey nahi koi hamara lot aao na.