umar SMS Messages486 messages

Kaash ke un ko Aaye khayaal Humari is bezaar Halat ka

'Faraz'

Woh log jo apna bana ke Bekhaber se Rehte hain...

Ye keh kar woh humari puri 7UP pi gaya Faraz...


:

:


:





:



:

:






:






Tu meri aadhuri piyas piyas
Tu a gai mann ko raas raas...
Tere hath se mere hath tak
Woh jo hath bhar ka tha fasla
Ussay naptay, Ussay kat'tay
Meri sari umar guzar gye
humari pyas ka andaz bhi bohat munfarid hai ADEEB
kabhi daryaon ko thukrate hain to kabi anson tak pi jate hain
* Jis din tum hamain boorha dekho sabar karna aur humain samjhany ke koshish nahe karna.

* Jab hum koe baat bhool jayen tu hum par tanz na karna aur apna bachpan yaad karna.

* Jab hum borhey hokar chall na saken tu humara sahara ban na aur apna phela qadam yaad karna.

* Jab hum beemar hon tu wo din yaad kar k hum pa paisy kharch karna, jab hum tmhari khawishen puri karny k liye apni khawishen qurban karty thy.
tumara farz hy k jo janty ho wo kaho ore jo nahi janty us sy baaz raho
Ek bewafa ko na aya humari wafa ka YAKEEN
Hum ne kaha hum mar jayein gay aur uss ne kaha AMEEN

Na who farishta ho na farishtey jaisa ho
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho

Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai
Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho

Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho
Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to

Muskra key manayee, woh aisa ho
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey

Iradon mein woh apney chatanon jaisa ho
Dukhon mein hansney ka hunar janta ho

Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho
Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi
Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho

Jo khwab deney ko qadir ho meri aankhon ko
Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisa ho
Pathan phone pe wapda waly se: Janaab thori dair k liye light to band kijiye.
.
.
.
WAPDA wala:Q sir ?
.
.
.
Pathan:Wo yara humara dimagh mein ek naya Gaali aaya hai wo apko dena hai.
Pathan to his friend:Yara humko KFC walon ne boht mara hai.

Friend:Q ?

Pathan:Humara BV ka delivery tha to hum usko KFC legaya
Qk
Wahan Board pe likha tha....
"FREE DELIVERY"
Nazren mali tu Payear ka azhar kar gaya

Bola tu bat bat se ankar kar gia........?

Warna ye booj kon uthta tamam umar''

Acha howa 'k' Phlay wohe war kar gia''

MEIN lafaz lafaz dohnd ky tahk bh gia sham''

wo phool day ky bat ka azhar kir gia''''''''''''''''''?
Q har baar tujhse mohabat jataon mein,

Behtar hai ab k tujhe bhool jaon mein,

Waakif tere salook se sara jahan hai,

Phir Q zindagi ko aur tamasha banaon mein,

Nafrat k ek baar wo izhaar to kare,

Unko tamam umar jo soorat dikhaon mein,

Hasrat bhari nigah ka koi sabab to hai,

Tu haal-e-dil to puch kahin marr na jaon mein,

Mere gham ka ilaaj jab tu bhi na kar saka,

Phir Q na is jahaan se pecha churaon mein.