Ye
ulfat - Ye
uljhan - Ye kasmkas - Ye diwangi
Jane kyo isi me simat jati hai ek aasiq ki jindgi
Na s
ukh se ji pate ha
u- Na chein se mar pate hai
Bhatkate hai yaha waha karte h
uye apne yaar ki bandgi
Kabhi wafa ki kh
usiya - Kabhi bewafai ke badal barste hai
Par har dil me chahat ek- Foolo si mahke mere pyar ki jindgi
Har pal mahakna- Sawarna Pal - Pal aahen bharna
Kabhi chand se - Kabhi g
ulaab se apne yaar ki t
ulna karna
Kbhi chot khaakar bhi na sambhalna
Khi jaane anjaane me pagal sa bhatkna
Aakhir bachta hai b
us pagalpan - Jhalkati hai viraniya
Or har aasiq ke paas bachti hai ,,,,,,,,,,sirf yaden,,