Farq sirf itna sa hai,
uS ki doli
uthi meri maiyat
uthi,
phool
uS per bhi they, phool m
ujh per bhi they,
mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the,
un ka hansna wahan, in ka rona yahan,
sahelian
us ki bhi thin, dost mere bhi they,
Do q
ul
uS k perhey, do q
ul mere perhey,
Qazi
udher bhi tha, mo
ulvi idher bhi tha,
WOH saj k gaya, m
ujhe sajaya gaya,
WOH
uth k gaya, m
ujhe
uthaya gaya,
Farq sirf itna sa hai
usey APNAYA gaya, m
ujhe DAFNAYA gaya........