Jala daali zaalimo ne meri d
ukan,
Es se to acha tha jala dete m
ujh samait mera makaan.
Ab kahan se kama k khilao
unga apne gharane ko,
Jab ghar main hi nahi hoga raashan o samaan.
Mera qasoor kya tha aey zalim jalane wale,
Na main hamla awar tha na wo mera mehman.
Meri zindagi bhar ki kamaai aik pal main jal gai,
A
ur t
um kehte ho sabar kr.. na ho halkaan?
(Dedicated to those 5000 karachi shopkeepers whose shops b
urned o
ut last nite...