para na farq anokhi z
uban likhne se.
zamen zamen he rhi asman likhne se.
rha jis se tal
uq her ghari mera.
wo ban saka na meri jan,jan likhne se.
panah mil na saki ek pal kabhi mjko.
kisi
ujari jaga ko makan likhne se.
kari tapish se jh
ulsta raha badan mera.
k dh
up dh
up hi rahi sayeban likhne se.