H
um Sabhi Khawab Ch
uratay Teri Ankhon Se Magar
Teri Palkon Ko Khabar_Daar Na Hony Detay
H
um Sabhi R
ung Ch
uratay Tere Chehray Se Magar
Be_Asar Tere Lab_o R
ukhsar Na Honay Detay
T
ujh Se Miltay Teri Saanson Se Mila Kr Saansain
Ek Bhi Saans
G
unah-Gaar Na Honay Detay
H
um T
ujhay D
ukh Bhi S
unatay T
u Lateefon Ki Tarah
H
um Tabiyat Teri Be_Zaar Na Honay Detay
H
um Girha Kholtay S
ub Teri Shanasaai Ki
T
ujh Ko Is Tarah Se P
ur_iSraar Na Honay Detay... (-,=)