Aankh se Lahh
u na Bahaya kar,
Ae Dil
usey kabhi to Bhool jaya kar.
Dekhna woh aik Din t
ujhe chor jaye ga,
Na
usey itna Sataya kar.
Itna Aitbaar bhi Acha nahi hota,
usey har aik Baat na bataya kar.
Shiddat-e-Gham se Seena phat jaye ga,
Aankh se k
uch Aansoo Bahaya kar.
us jaisa t
ujhe kaheen mil nahi sakta,
Hazaar baar Roothe Hazaar baar Mannaya kar.
Yahan baad M
uddat koi S
ukh milta hai,
Hath aai Kh
ushi y
un na Ganwaya kar.