Raat bhar aankhon main raha jashan ka sama
t
um samne mere they kisi kh
uaab ki tarah,
Charon taraf phoolon main ek raqs tha bapa
saba bhi ker rahe they g
ulon sey
utkhelean,
Thein titlian fiza main sabhi tairte h
ue
phoolon ka rang ch
urate thein magar ghare ghare,
Rangon amin ek rang bara shaandaar tha
us amin bhi apne kh
uaab ke jaisa kh
umaar tha,
Qadmon main mere phool they a
ur sar per saibaan
hathon main tera haath tha kh
ush tha yeh k
ul jahan,
Tha qos-o-qaza rehg
uzar apney pyar ke
jannat ka ek baagh tha sapno ki raat thi,
foren hi aankh kh
ul gayi kh
ushboo ke lehar thi
phir neend main kho jaaon mein koshish yehi rahi..!