taras SMS Messages80 messages

Mobile bana hai har larki ki shan

Call kr k larkon ko karti hain ye pareshan

MISSBELL or Sms kr k kehti hain meri jaan

Teri awaz sunne ko tarastey hain mere kaan

12 boyfrnd bana kr akarti hain pehalwan

Apni frndz ko hr raaz bata kr karti hain heran

Kehti hain larkon ko ullu banana hy buhat asan,

Hosh kar ay mere yaar ankhen khol k pehchan,

Mat aa in k chakkar me ye sab hain shetan,

Ab kisi ki call aaye To usko bolna G bhabi jaan.



Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.

Mobile bana hai har larki ki shan

Call kr k larkon ko karti hain ye pareshan

MISSBELL or Sms kr k kehti hain meri jaan

Teri awaz sunne ko tarastey hain mere kaan

12 boyfrnd bana kr akarti hain pehalwan

Apni frndz ko hr raaz bata kr karti hain heran

Kehti hain larkon ko ullu banana hy buhat asan,

Hosh kar ay mere yaar ankhen khol k pehchan,

Mat aa in k chakkar me ye sab hain shetan,

Ab kisi ki call aaye To usko bolna G bhabi jaan.

Uss Fizaa Mein Bhi Jalte Rahe Hum kisi K Liye
FARAZ
Jahan Chirag taraste Thay Roshni K liye


Bahana Kyun tarasha Rooth Jane Ka ''Faraz''

Bas Itna Keh Dete K Dil Main Jaga Nahi Rahi
kismat nay sath chora to pani ki bound k liye taras faraz,

warna koi zamana tha log ro ro k ansu pilaty thay ...
Kahin se dhoond k laa do wafa jo mil jaye

""Faraz""

taras gaya hai jahan rasm-e dosti k liye.
Chalo dekhy "Faraz" naya saal mere muqadar me kya laya hy

Pichle saal kamino ne mera bht recrd lgaya hy

Shair koi b ho naam mera lgaya hy

Kambakhto''n ko na taras mere naam pe aya hy

Ab tou koi apne bache ka naam Faraz nhi rakhega

Sun''ne me tou ye elan b aya hy

Dusre mulk walo ko b heran krwaya hy

"Faraz" kon sa ajuba hy or Pakistanio ne kahan se paya hy

Itna mashoor tou ksi ka baap b na tha Faraz

Star nhi kamino ne mjhy super star bnaya hy =P ;)