shaks SMS Messages138 messages

Ek shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe?!!!
"yaqeenan woh shaks goonga hai

jis ne mujy dekha aur gaali na di"

(Asif Zardari ki kitab "firaun ki wapsi"
chapter "haan me kutta hun"
page#420)
dukh dard k maron say mera zikr mat karna
ghar jao tu yaro se mera zikar mat karna
wo zabt na kar payengay ankhon k samndur
tum rah guzaron say mera zikar mat karna
pholon k nasheman mein raha hun sada say
dekho kabhi khazaroon say mera zikar mat karna
shayed yeh andheray he mujhay rah dikhein
ab chand sitaron say mera zikar mat karna
wo meri kahani ko ghalat rang na dey dein
afsana nigaron say mera zikar mat karna
shaid wo meray haal pey besakhta rodein
is bar baharon say mera zikar mat karna
lay jayngay gehrai mein tum ko baha kar
darya k kinaron say mera zikar mat karna
who shaks milay tu ussay har bat bata dena
tum sirf esharon say mera zikar mat karna
jab dosti ki dastaan waqt sunayega,
hum ko bhi koi ek shaks yaad ayega,
tab bhool jayenge zaindagi ke gamon ko,
Jab aap ke saath guzra waqt yaad ayega
jab dosti ki dastaan waqt sunayega,
hum ko bhi koi shaks yaad ayega ,
tab bhool jayenge zindagi ke gamon ko ,
jab AAp ke saath guzra waqt yaad ayega
Jo BOTURAB K Qadmo''n Ki Khaak Ho Jata

Qasam Khuda Ki Wo Hii shaks Pak Ho Jata

Ye Baat Kis Ne Kahi Pochiye MOarikh Se ?

Ali Na Hote Tou Main Bhi Halaak Ho Jata
Andaz-e-Bandagi Hy
Nirala HUSSAIN Ka

Sajdo''n Me Lajawab Hy
Sajda HUSSAIN ka

Be-daagh Zindagi Ka Yehi
Tou Kamal Hy

Har shaks Parh Raha Hy
Qaseeda HUSSAIN Ka
shikway bhi hazaron hain shikayat bhi bohat hai
iss dil ko magar uss say mohabat bhi bohat hai
aajati hai milnay wo tassavor main sar e sham
ek shaks ki itni si inayat bhi bohat hai
yeh bhi hai tamanna k usay dil say bhula dain
iss dil ko magar uss ki zaroorat bhi bohat hai
dekhain to zara pi k zeher e mohabbat
suna hai k iss zeher main lazzat bhi bohat hai
Kisi na kisipe aitbar ho jata hai,
Ajnabi koi shaks yaar ho jata hai,

Khubiyo se nhi hoti mohabat hamesha,
Khamiyo se b aksar pyarho jata hai
nafratain lak mili koi muhabbat na mili
zindagi beet gai par rahat na mili
teri mehfil may har shaks ko hansta deka
ik may tha jisay hansnay ki ijazat na mili
Ab kiya likhein hum kagaz par
Ab likhne ko kya baqi hai
Ek dil tha so wo toot gaya
Ab lutne ko kya baqi hai
Ek shaks ko hum ne chaha tha
Ek rait pe naqsh banaya tha
In rait k zaron ko hum ne
Phir apne dil mein sajaya tha
Or rait to kab ki bikhar gae
Who naqsh kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai
Hum jin ko apni nazmo ka unwan banaya karte thay
lafzon ka baan kar taj mahal kagaz par sajaya kartay they
Wo hum ko akela chor giya
Sab rishton se mouh mor giya
Ab rishtay sare sonay hain
Who pyar kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai
shakspear said :-
"When you develop the ability to listen
to anything without losing your temper or self-confidence,

it means you''ve become
EDUCATED ...