shaam SMS Messages199 messages

Hum Karte Hain Tum Se Pyar Tum Se Hi Pyar Karenge
Aaj Ye Sari Duniya K Samne Iqraar Karenge
Kabhi To Jhalak Do Hamari In Tarasti Nighaon Ko
Phir shaam O Saher Tumhara Hi Deedar Karenge
Garm-e-Hasrat Nakaam se Jal Jatay Hain,
Hum Chiragho ki tarah shaam se Jal Jatay Hain,
Shama Jis Aag me Jalti hai Nimiash k liye,
Hum usi Aag me Gum-Naam se Jal Jatay Hain........
Akela Hun Magar
Abaad KarLeta Hun Veerane.
Bohat roye ge Mere baad Meri shaam- E- Tanhaai..
khud ko chuntay huway din sara nikal jata hai
phir hawa shaam ki chalti hai, bikKhar jata hoon
shaam-e-Fursat Dhalay, Hum Nahi Chahatay,
Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay…..

Phir Naya Waar Sehne Ko taiyyar Hain,
Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate…..

Aaj Aansoo Bahanay say, Mut Roko,
Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay…..

Hum Teray Baad Ujray Hon, To bhi Theek Hai,
Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahate….. .

Teray Pekar Ko Ham Dekhte Hi Rahein,
Tu Nazar Say Hatay, Ham Nahi Chahate…..

Kis Qadar Dil Nasheen Hai Ye Moujon Ka Shor,
Ghum Ka Dariya Ruke, Ham Nahi Chahate…..

Iss Qadar Piyar say Tu Pukara na Kar,
Aag Dil Ko Lagay, Hum Nahi Chahate….
Woh Roz Dobty Suraj Ko Deakhta Hai FARAZ









Kash Ma B Kisi shaam Ka Manzer Hota
Chehra hai sar-e-shaam kahin saaz kisi ney,
Ya, door se di hai mujhey awaaz kisi ne,

Totay huye taaron ko abhi jor raha tha,
Hathon se mere cheen liya saaz kisi ne,

Eik aahh to karli hai magar, soch raha hon,
Pehchan na li ho meri awaz kisi ne,

Hum kar na sakay jurrat-e-izhaar-e-Tamanna,
Is tarha kiya, baat ka agaaz kisi ne,

Geron pe inayat hai apno se shikayat,
Samjhay na kabhi aap k andaaz kisi ne,

Touba ki jabeein par hai nadamat ka pasina,
Randaana uthai nigha-e-naaz kisi ne,

Mujh pey aanso bhi amanat hain kisi ki,
Paya na gum-e-dost ka ye raaz kisi ne.!.!.!
Chandni Raat Mein Aur Bhi Shidat Say Aaye Gee Us Ki Yaad
Behtar Hai Faraz So Jana shaam Say Pehlay
Hum Har Roz Udas Hote Hain,
Aur shaam Guzar Jaati Hai,
Kisi Roz shaam Udaas Hogi,
Aur Hum Guzar Jaayenge....
Jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye,
Khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye,
Ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki,
Afsaana likhoon aur aapka naam na aay
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker
Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Banker
Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah
Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Banker
Zindagi Yun Teri Chahat k Naam Kerdi
Jese Ghaney Darakht k Neeche shaam Kerdi
Laut Jate Hyn Parinde Bhi shaam Hote Hi
Hum Ne Tou Har shaam Hi Tere Naam Kerdi