sazish SMS Messages3 messages

Itni shid-dat say tumhay panay ki koshis ki hay




k her zarray na hamay milanay ki sazish ki hay




chatay they hum tumko pana magar



tum nay jan churanay ki koshish ki hay :''(
itni shidat se maine pass hone ki koshish ki hay


k har teacher nay mujhay marks dene ki sazish ki hay


yeh exam bhi apni filmo ki tarha hotay hain



end mai sab kuch acha ho jata hai


HAPPY
.......ENDINGS
Shulah hun barakny ki guzarish nai karta
Such mun sy nikal jata ha kushish nai karta

Girti hui deevar ka hamdard hun lakin
Charty huy suraj ki parstish nai karta

Lahroo sy lara karta hun darya mai utar kar
Sahil pay khary ho k mai sazish nai karta

Har hall mai hush rahny ka fun ata ha muj ko
Marny ki dua jiny ki huahish nai karta

Hamdard_e_ahbab sy darta hun SaaMer
Mai zahm to rakhta hun nomaish nai karta