Tumhara naam
sunte hi bahut kuchh yaad aata hai
Khu
shi me guzra hua ek zamana yaad aata hai
Itni door ho gaye ho hum
se tumhe bula bhi nahi
sakte
Aankhe bandh karte hi tumhara chehra yaad aata hai
Kai
se bhuladu tumhe ab tum hi batado
sanam
Kiya tha kabhi jo tum
se wo wada yaad aata hai
Kabhi jaker
sagar kinare banaya tha jo gharonda humne
Aaj toota hua ret ka wo mahel yaad aata hai
Kabhi
socha na tha maine hum yu bichhad jayenge
Bachpan ka wo roothna wo manana yaad aata hai
Char pal wo Zindagi ke wo mehfilo ki ro
shni
Deepak ke ujale me bhi gum ka andhera yaad aata hai
Ab to i
s tanhayi me ghoont ke mar jayenge hum
Hum
se wo chhoota hua tumhara daman yaad aata hai