ye jo zindagy ki kitaab hai,
ye kitaab bhi kia kitaab hai,
kaheen ik ha
seen
sa khoaab hai,
kaheen jaan lewa azab hai,
kaheen aan
suon ki hai daa
staan,
kaheen mu
skurahaton ka bayan hai,
kai chehre i
s mein chupe hoe,
ik ajeeb
sa ye naqab hai,
kaheen kho dya , kaheen paa lia,
kaheen ro lia , kaheen gaa lia,
kaheen cheen lety hai har khu
shi,
kaheen meharbaan behi
saab hai,
kaheen dhoop hai , kaheen or hi koi roop hai,
kaheen barkaton ki hain bari
shein,
kaheen ti
shnagy behi
saab hai,
YE JO ZINDAGY KI KITAAB HAI.......