Laakh miltay hain hum bahanay
say
Pyar chupta nahi chupanay
say
Ummar guzari hay dar-badar apni
Hum hillay thay zara thikanay
say
Aik jadu
sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay
say
Baat karta raha main u
s say magar
Baat banti nahi bana’nay
say
Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fa
sanay
say
Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukh
sat hua bahanay
say
Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar ni
shanay
say…!!!