rehna SMS Messages128 messages

Janat Ki Aarzu Main
Kahan Ja Rahe Hyn Log

Janat Tou Karbala Main
Khareedi HUSSAIN Ny

Dunya-o-Aakhrat Main
Jo rehna Ho Chain Sy

Jeena ALI Sy Seekho
Marna HUSSAIN Sy
Sajde dil ke tarane bahut hai zindigi jeene ke bahane bahut hai
aap sada muskurate rehna apki muskurahat ke deewane bahut hai
,,MeRa NaaM LeNa,,

jab kabhi udaas hona,-
-jab kabhi naashaad hona,
our meri judaai ka sadma sehna,
tum kisi se kabhi mat kehna,
keh tum ko mare bin nahi rehna,
jab kabhi meri yaad aaye,
tarap milne ki dil mein jagaaye,
tanhaai mein yaa mehfil mein sataaye,
our iss halat se tu tang aa jaye,
tab,
jaan gee
tum kisi se kbhi mt kehna ,
keh tum ko mare bin nahi rehna,
bas aankhein mond lena,
our pyaar se mera tasuwar karna,
our phir dhare se pyaar se Mera nam lena,
Us Ne Door rehnay Ka Mashwara B Likha Ha,
Saat He Mohabbat Ka Wasta B Likha Ha.
Us Ne Yeh B Likha Ha Meray Ghar Nehn AAna,
Or saaf Lafzon Me Rasta B Likha Ha
Mohabbat ka asar hoga galat fehmi main mat rehna
Wo badlay ga chalan apna galat fehmi main mat rehna
Tasalli bhi usay dena ye mumkin hai main loot aaon,
Magar ye bhi usay kehna galat fehmi main mat rehna
Tumhara tha tumhara hoon tumhara hi rahoon ga main,
Meray baray main is derja galat fehmi main mat rehna,
Wafa ka ehad tuta hai ab chup chup k rotay hoo,
Tumhain main nay kaha tha na galat fehmi main mat rehna.
"Roz Kisi Ka intezar Hota Hai,

Roz Ye Dil Beqarar Hota Hai,



Kaash K Koi Samajh Sakay

Chup rehnay Walon Ko B Kisi k sms ka intezar Hota Hai.../
Kabhi kabhi meray dil mein khayal ata hai
K zindagi teri zulfon ki narm chhaon mein
Guzarnay pati tu shadab ho bhi sakti thi
Yeh teragi jo meri zeest ka muqadar hai
Teri nazar ki shuaon mein kho bhi sakti thi
Ajab na tha k mein begana alm ho kar
Teray jamal ki ranaeon mein kho rehta
Tera gudaz badan teri neem baz ankhein
Inheen haseen fasanoon mein mehav ho rehta
Pukarteen mujhe jab talkhiyan zamanay ki
Teray labon say halawat k ghoont pee leta
Hayat cheekhati pherti barehna sir aur mein
Ghaneri zulfon k saya mein chhup k jee leta
yeh din yeh raat yeh lamhy achy lagty hai,tumhy sochun to sary silsly achy lagty hai,bohat dorr tak jana phr bhi wahi rehna,mujy tum sy apny tak k faasly achy lagty hai.
tujh ko bhool k zinda rehna, tanhai k dard ko sehna,




Ziada mushkil to naheen hai.
katheyo baina we gawara nahi kita
rehna faraq mitaya te inna loka
oh nadan sajjan ki jan,nda si
ulta sabaq parhaya te innah loka
oh te nahi si rahna ik pall we door maitho
maheya door vasaya te innah loka
roz e mehshar saru fareyad karsi
manno pagal banaya te inna loka
tun rona eein sanu hasan wastey,
saddey utoon sadqey waree jan wastey,


tenu kehney aan murd ja hon wee assi rahee ooon,
asan tur jana to rehna wey fir pachtan wastey
Hamaish Ghulab ki tarah muskarate rehna,

Magar Ghulab banne ki koshish na karna,

Q K khushbo har Ghulab ka muqadar nhi,


magar murjahana har Ghulab ki kismat.