pyaar SMS Messages248 messages

Choti Si Dosti,

Anjaani Mulakaatein;

Pal Bhar Mein Khatam Hote Din,

Khayalon Mein Doobi Lambi Raatein;

Yahin Se Shuru Hota Hai pyaar, Hai Na..??
MuJhe LaGta Hai AiSa KaBhi KaBhi
JaiSe Woh AjNaBi LaDki
MuJh Se pyaar KaRti Hai
MuJhe ChaHti Hai
AkSaR YuNhi ChuP ChuP KaR
DeKhTi Hai, JaNe Kia SooCh KaR
NazReiN ChuRa JaTi Hai
KuCh GhaBRa Si JaTi Hai
ApNe AaNcHal Ko HaWaooN Ke ZooR PaR LehRaTi Hai
MehSooS MuJhe Yeh HoTa Hai Ke
ShaYaD MuJhe Woh Bahut ChaHti Hai
Mujhe AiSa EhSaaS DiLaTi Hai JaiSe
Woh MuJh Se KuCh KehNa ChaHti Hai
MeRe PooChNe PaR KuCh ShaRMa Si JaTi Hai
KuCh GhaBRa Si JaTi Hai
SuNiYe Keh KaR BhaaG JaTi Hai
AjNaBi LaDki ShaYaD pyaar KaRti Hai MuJh Se
AiSa MehSooS Hota Hai JaNe KYuN MuJhe
Dil Bhi KitNa PaGal Hai
Kia Kia SoChta RehTa Hai
KuCh MaSooM Se JazBeiN HaiN
KuCh UnDekhe SaPNe HaiN
MaGeR Woh Nahi JanTi ShaYaD
MeRi ZinDaGi Hai Woh...
pyaar me ashk bahate kyu hain,

Do dil Ek dusre ko tadpate kyun hain,

Kehte hain pyaar zindagi hai,

Toh phir pyaar ko khel banate kyun hain..
Kismat Ke Maaro Se pyaar Kiya Nahi Karte,

Darr Darr Ke Hum Kabhi Jiya Nahi Karte,

Dil Tutne Ka Darr Unko Hoga,

Jo Bichadne Ke Darr Se pyaar Kiya Nahi Karte..
dar-o-dewaar sy hasrat si barasti hy faraz.. jany kis dais chaly gay pyaar nibany waly
Apna Bhi Dard Mujhko Mere Razdar De,

Kuch Apni Zindagi Pe Mujhe Ikhtiyar De,

Aisa Na Ho Ki Kal Tu Mera Saath Chhod De,

Jitna Nibha Sake Mujhe Utna Hi pyaar De.
Barson Ke Baad Hoti Hai Mulaqat
Phir Bhi Rehti Hai Dil Me Dil Ki Baat
Nazron Se Karna Padta Hai pyaar
Par Nazar Milane Ke Liye Bhi Karna Padta Hai Intezaar
Jab apne aap se kat ker jiya hoon jaan-e-Fareed
To phir main tujh se taaluk bahaal kya kerta

Jise badan ki nahin pyaar ki zaroorat thi
Woh badnaseeb tere khad-o-khaal kya kerta?
Unke chehre pe is kadar noor hai
k unki yaad mein rona bhi manzoor hai
bewafa bhi nahin keh sakte unko
pyaar to humne kiya, wo to bekasoor hai-Hassan
Dil bohot udas hay
Woh baarguzre waqt
Ka nazar k aas paas hay

Wohi hawaa wohi fazaa
Jo tu naheen to kiya maza
Khile to hain chaman magar
Na rang hay na baat hay
Dil bohot udas hay

Kahan falaaa kahan zameen
Mileen ge hum yaqeen naheen
Yeh pyaar ki hay intaha k
Phir bhi teri aas hay
Dil bohot udas hay

Nazar nazar hikayaten
Nawazishen inayateen
Bohot hay yeh mere liye k
Tu wafa shanaas hay
Dil bohot udas hay
Palat K Aaoge Tum Intizar Kerta Hoon
Qasam Khuda Ki Tumhain Ab Bhi pyaar Kerta Hoon
Main Janta Hoon k Ye Sirf Karb Deti Hy
Main Chahato''n Pe Magar Aitbaar Kerta Hoon
Kbhio Jo Chaand Utarta Hy Dil K Aangan Main
Main Sochta Hoon Tumhain Aur Beqarar Hota Hoon
Hawa Ko Choom K Bheja Hy Us Nagar Ki Taraf
Main Khud Ko Yun Bhi Beqara Kerta Hoon
Wo Wada Kerti Hy Ker k Mukar Jati Hy
Yaqeen Us Ka Magar Bar Bar Krta Hoon
Khlenge Phool Kabhi Wafao''n K
Khizaye''n Bhi Hon Tou Umeed-e-Bahar Kerta Hoon ....
Humai''n Hoti Hy
Talsh-e-Mohabbat Aksar

Is Liye pyaar Ki
Raah Main Safar Kerte Hyn

Jin Ki Yaado''n Main
Guzarta Hy Sara Din

Un Hi K Khwabo''n Main
Raat Basar Kerte Hyn ... (: