piya SMS Messages222 messages

Loag piyar Kay Liey Hotey Hn AOr Cheezen Istemal K Liey Baat Tb Bigarti Hay Jab Cheexoon Se piyar Kia Jaey AOr Logon Ko Istemal Kia Jaey
Hazrat Ali Razi Allah-O-Taaala Anhoo.
Loag piyar Kay Liey Hotey Hn
AOr Cheezen Istemal K Liey
Baat Tb Bigarti Hay Jab Cheexoon Se
piyar Kia Jaey AOr Logon Ko Istemal Kia Jaey
Hazrat Ali Razi Allah-O-Taaala Anhoo.
wo aaya tha mehfil me magar shoq se nhe
wo pas to betha tha magar dil se nh
kon kehta hai use piyar nh tha
piyar to tha maga afsos mujh se nh....
piyar "Dil" hai "Dimagh" nahi
piyar "Soch" hai "Awaz"nahi,
Koi Ankhun se nahi dekh sakta 'piyar'
k "Jazbe" ko,
Kyunke piyar "Ehsas" hai "Andaz"
nahi!
Tere JISM pe main apne JISM Ko rakhon
Tere HONTON ko apne HONTON se MASLON

Tujhe piyar main itni SHIDDAT se karon k Teri JAAN Nikal jaye
Us DARD se Teri Aankhon se AANSU Jhalak jaye

Tu TAN se or MANN se Sirf meri ho jaye
BADAN se Tere Lipta rahon or Subha ho jaye

SUBHA Tujh se jab main Pochon Teri RAAT ka AALAM
Tu Sharma kar Mere SEENE se Lag jaye.
"Wo Zehar Daita To Dunya Ki Nazroun Mein Aa Jaata...!


"Kamal Ki Sooch Thi Uss Ki, Us Ny piyar Kiya Aur Chhor Diya..."
Mein ne tumhe pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta
Mein ne tumhe pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta,
Sine theta by Cosine theta equal to Tan theta…
Jis insan ko gussa zayada aata hai wo insan piyar bhi utuna hi zayada karta hai
Becoz
If red is a danger showing colour then red is also the colour of love
Nighahen raasta dekhain tumhara lot aao na,
tumharey bina nahi hota guzara lot aao na,
bichar k yar tujh se zindagi pal pal tarapti hey,
k tum bin ab nahi jeena gawara lot aao na,
mujhey dar hai k in tanha'aeyon mey toot jaoon na,
hey bus teri mohabat ka sahara lot aao na,
tum he to zindagi ho piyar ho dunya hamari ho,
siwa terey nahi koi hamara lot aao na.
Light the Cigar With the Heat Of Liver ..Their is Alot of Fire in Liver ..
Nahi Samjhay?????
Lo Urdu main Parho …
Biri Jalayele Jigar se piyaa .. Jigar maa bari Aag hai..
Jo Meri Ankho Pe Marta Tha
Meri Baton Pe Marta Tha
Na Janay Shakhs Tha Kesa?
Mujhy Khony Se Darta Tha
Wo Jab B Bat Karta Tha
Yehi Har Bar Kehta Tha
Suno
Agar Me Bhol Jaon To
Agar Me Roth Jaon To
Kabhi Wapis Na Aon To
Bhula Pao Gay Sab Kuch Kia
Yohi Hanste Raho Gay Kia?
Yohi Sajte Raho Gay Kia?
Yehi Baten Thi Bus Uski,
Yehi Yaden Thin Bus Uski
Muje Malom Hay Bus Itna
“Yaar ”
Muje Wo piyar Karta Tha
Muje Khony Se Drta Tha
Kuch Umer Ki
Pehli Manzil Thi,
….
Kuch Raste Thay
Anjan Buhat,
….
Kuch Ham Bhi
Pagal Thay Lekin,
….
Kuch Wo Bhi Thay Nadan Buhat,
….
Kuch Usne Bhi
Na Samjhaya,
….
Yeh piyar Nahi
Aasan Buhat,
….
Aakhir Hamne
Bhi Khail Liya,
….
Jis Khail Mein Thay
Nuqsan Buhat