neend SMS Messages230 messages

Hath baloon main phairay to main so jaun ga.

Koi kissa wo sunaye to main so jaun ga.

Us se kehna k mujay neend ai ati.

Apni bahoon main sulaye to main so jaun ga.

Meri palkon per sajay hain kaye ratoon k diay .

Koi palkoon se bujaye to main so jaun ga .

Akhri sans mjay moka de de zara .

Bad ki Bad main daikhain gay us se kaho.

Aj ki raat aa jaye to main so jaun ga.
Dono aankho mein ashq liya karte hain,
Hum apni neend mein tera naam liya karte hain.

Jab bhi aayain Hichkiyaan tumhain,
Samajh lena hum tumhain yaad kiya karte hain…
Aya hain ramzan jaag utha Iman
Har neki azad hui aur qaid hua shytan

fazr se ghanto pahle har ghar men hai bedari
neend se sabko nafrat hai aur sehri sabko pyari
bachche sab uth baithe allah ki dekho shaan
Aya hain ramzan jaag utha Iman

Qabr men kaam na ayenge ye sona chandi note
Ab bhi waqt hai kar lo tum dur amal ka khot
Is ramzan men padh lo tum mukammal quran
Aya hain ramzan jaag utha Iman
Wo raato ke neende urane laga hai
Meri khwahisho ko jagane laga hai
Adao ke nahkre dikhaongi me osko
Main ghusse me ziyada sataongi osko
Mere dil me bs wahi hai samaya
Yeh kya dard dil mere dil me jagaya
Subah shaam mere khiyalo pe chaya
Kaun hai jo sapno main aaya
Wo raato ke neende urane laga hai
Meri khwahisho ko jagane laga hai
Adao ke nahkre dikhaongi me osko
Main ghusse me ziyada sataongi osko
Mere dil me bs wahi hai samaya
Yeh kya dard dil mere dil me jagaya
Subah shaam mere khiyalo pe chaya
Kaun hai jo sapno main aaya
youn hium ko satany ki zarorat kia thi
dil mera toor k jany ki zarorat kia thi

jo nahi tha ishq to keh diya hota
humein youn aazmaney ki zarorat kia thi

maloom tha gehray khuwab toot jayn gay
neend mein a kar jagany ki zaroorat kia thi

maan loon ager ye yak tarfa mohaabat thi
mujhe dekh kr pher muskarany ki zaroorat kia thi

jo hum na thy tumhary qabil-e- nazer
tu muj ko mohabat sikha kr thoker laganey ki zaroorat kia thi

neend se keh do hum se sulha kr le FARAZ,


Jis k lie
"Night Package" krwaya tha wo ab bat nai karte...!
Pathan: Mujhe Raat Bhar neend Nahi Aai.


Sardar: Q?

Pathan: Kyo Ki Kal Raat Bhar neend Mein
Yahi Sapna Dekhta Raha K Main


Jaag Raha Hun.
Aae Umr-E-Rawaan Aahsta Chal
Abhi Khasa Karz Chukana Hae,

Kuch Khuwaab Hain Jin Ko Likhna Hae,
Aur Tabeer Ki Surat Deni Hae,

Kuch Log Hain Ujrey Dil Waley,
Jinhain Apni Muhabbat Deni Hai,

Kuch Phool Hae Jin Ko Chunna Hae Aur Haar Ki Surat Deni Hae,

Kuch Apni neendain Baaqi Hain,
Jinhain Bantna Hai Kuch Logo Mae,:Aur Un Ko Rahat Deni Hae,

:Aae Umr-E-Rawan Aahista Chal,

Abhi Khaasa Karz Chukana Hae....!!!!
Dhundla Rahey Hein Shehr K Jaltay Howey Charagh, Aey neend Aa Bhi Jaa, K Boht Raat Ho Chukki..!!
Wo bachpan ki neend to ab ek aas ban gayi hai "Faraz",
.
.
.
.
Kya umar thi wo k raat huwi,
palken jhukeen aur neend aa gayi.
Palken neend se bojhal zarur hein lekin...
.
.
So gaye hum to usey yaad kon karega.