nazron SMS Messages52 messages

Chalo Ik Basar Phir Sy Ajnabi Bann Jaen Hm Donoo
Nah Mein Tm Say Koi Umeed Rakhoon Dilnawazi Ki
Na Tm Meri Taraf Dekho Galaat ANdaaz Nazroon Sy
Na Meray Dil Ki Dharkan Larkharaey Meri Baton Sy
Na Zaher Ho Tmhari Kashmakash Ka Raaz nazron Sy
Tmhain Bhe Koi Uljhan Rookti Hai Paish Qadmi Sy
Mujhay Bhe Loog Kehtay Hain K Ye Jalwaay Paraaey Hein
Meray Hamraah Bhe Ruswaiyan Hain Meray Maazzi Ki
Tmharay Saath Bhe Gozri Hoe Raton K Saaaey Hain
Ta”Aruf Roug Ho Jaey Tu Usko Bhoolna Behtar
Ta”Aluq Roug Ban Jaey Tu Usko Toorna Acha
Wo Afsana Jisay Anjaam Taak Lanaa Nah Hoo Mumkin
Uasay Ik Khoobsorat Mour Day K Bhooolnaa A6ha
Chalo Ik Baar Phir Se Ajnabi Bun Jaen Hm Dono.
itni pyar bhari nazron se dekha usne mjhe

AYE DOST

dil to gaya hi gaya

sath main 10 rupay wala somasa bhi gir gaya
Mana k bura hun mgr itna bi ni hun

Kuch nazron se gira hun mgr itna bi ni hun
Ghum Bade Aate Hai Qaatil Ki Nigahon Ki Tarah,
Tum Chhipa Lo Mujhe Aye Dost Gunahon Ki Tarah,

Apni nazron Mein Gunehgaar Na Hote, Kyon Kar
Dil Hi Dushman Hai Mujrimon Ke Gawahon Ki Tarah,

Har Taraf Zeest Ki Raahon Mein Kadi Dhoop Hai Dost,
Bas Teri Yaad Ke Saaye Hai Panahon Ki Tarah,

Jinki Khatir Kabhi Ilzaam Uthaye,
Wo Bhi Pesh Aye Hai Insaaf Ke Shaahon Ki Tarah...
Zindagi bhar zindagi ki saza milti rahi,
Lamha lamha wafaaon ki jaza milti rahi.
Cherh kar jata raha har baar zakhmon ko mere,
Gham ke sholon ko yun hi hawaa milti rahi.
Meri nazron ne hai bakhsha husn ko farogh,
Uske har aaza ko ik adaa milti rahi.
Faasla badta gaya jitna gaya uske qareeb,
Khushk patton ko jaise hawaa milti rahi.
Paththron ki gird takrata raha ''Rahat'' ka wajood,
Sukhan goi ka sadaa nayee sadaa milti rahi.
Khaas they kabhi nazroon mein kisi k hum bhi shayad,
Magar nazron k taqazay badalney mein dair kahan lagti hai
*. . .bohjal c ankhein haseen sa os ka wo chehra,

ehsan os ka tha ya dhoka apni nazron ka. . .*
Dil to chahta hai k aapse milen magar Faaslon ki majboori hai,

Hum to sada aapke sath hein sirf nazron ki doori hai.
Hont keh nahi sakte ye fasana dil ka,

Shayad nazron se dil ki baat hojaye,

Kis umeed se karte hain hum intzaar raat ka,

K shayad sapno mein aap se mulaqaat hojaye.
Aaj phir kisi Ne Pucha K Tera
Hasta Hua Chehra Udas Q
Hai?
Barsti Aankhon Mein Piyas Q
Hai?
Jinki nazron Mein Imdad Tu kuch B nahi!
Wo Tere liye Itna Khaas Q
Hai?
Yaad hai hum pehle kahan milay the?


"TRAIN RUKI

KhirkI KHULI

nazron SE NAZRIEN MILI

or


AAP NE KAHA



"ALLAH K NAAM PE KUCH DEDO BABA".
Woh bewafa hamara imtihaan kya legi,
milengi nazron se nazar toh nazar jhuka legi,
use meri kapar p diya jalane ko math kehna,
woh nadaan hain doston apna haath jala legi...!!