naza SMS Messages489 messages

ajj jab humne bandh ki apni annkhain
tou app sab say zyada khush nazar aye
agar yehi tarekia hai app ko khush dekhne ka
tou dua hai yeh ankhain hamesha k liye band ho jaye
nazar hamari nazar tumhari,
nazar ne dil ki nazar utari,
nazar ne nazar ko aise,
nazar na lage dosti ko hamari.
Dost ko dost ka Ishara Yaad rehta hai,Har Dost ko apna Dostana Yaad rehta hai. 2pal Sacche Dost k sath to guzaro,Maut tak vo nazara Yaad rehta hai....
Ek Din Zindagi Aise Muqaam Pe Pohanch Jayegi

Dosti Tou Sirf Yaado''n Me Reh Jayegi

Har Cup Coffee Ka Yaad Doston Ki Dilayega

Aur

Hanste Hanste Phr Aankhe''n Num Ho Jayengi

Office K Chamber Me Classroom nazar Ayega

Par Chahne Pe Bhi Proxy Nahi Lag Payegi.

Paisa Tou Bahut Hoga Mgr Usey Lutane Ki Wajah He Kho Jayegi
Jee Le Khulke Is Pal Ko Mere Dost Kyun K Zindagi In Palon Ko Phir Se Nahi Dohrayegi

-->Dedicated To All My Frndz<--
Hum to kuch dair k liye lete thy "Faraz", Kisi Anni dy Puttar ne janaza perha diya
Jin K Sajdo''n Se Munawar Hai Jabeen-e-Aftab

Mere Harfo''n Ki Ibadat Un Khuda Walo''n K Naam

Meri Sheh-rug Ka Lahoo, nazar-e-Shaheedan-e-Wafaa

Mere Jazbo''n ki Aqeedat Karbala Walon K Naam. . .
Gali gali Main Usi Ka Parcham
Usi Ka Sajda Jabeen Jabeen hey
Qadam Qadam Pey Sabeel Us Ki
nazar nazar Main Wohi Makeen Hai
Hawa Hawa Main Usi Kay Nohay
Wohi Tasveer Khla Nasheen hey
Usi Ka Matam hey Aag Per Bhi
Usi Ka Gham Khuld Ka Ameen Hai
Falak Falak Pay Lahoo Usi Ka
Usi Ki Majlis Zameen Zameen Hai
Hussainiat Ko Mitanay Walo
Hussainiat Ab Kahan Nahee HAi
nazar Gum hai nazaro Ko Badi Takleef Hoti Hai
Baghair unke nazaro ko Badi Takleef Hoti Hai
Nabi Kehte The ye Aksar Ke Aksar Zikr e Haider Se
mere Kuch Jaan Nisaro Ko Badi Takleef Hoti hai
Hasan(AS) hai naam Konain ka Dulara hai
Khudaee aik taraf yeh khuda ka pyara hai
Ali(AS) ka noor-e-nazar Syeda(SA) ka lakht-e-jigar
Nabi(SAWW) ki aankhon ka pehla haseen tara hai

para''ey des main bhi apni seekhoon dhoond letay hain
Ali waalay Ali waalon ki khushboo soongh letay hain
naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay
fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain

para''ey des main bhi apni seekhoon dhoond letay hain
Ali waalay Ali waalon ki khushboo soongh letay hain
naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay
fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain
Aaye baghe askari k muqadas tareen phool
Aaye kaaba e fikro nazar aa kibla e asool
Aa hum say bhi khiraj e dil o jaan Kijye wasool
Mola tairey bagair hum ko qayamat nhn qabool
Jannat me maalo zar na hukumat k wastay
hum ji rahey hyn teri ziyarat k wastay