Un ke Andaz-e-Karam un pe wo aa
na dil ka,
Haye wo waqat wo baten wo Zama
na dil ka,
Na suna uss ne tawajoh se Fasa
na dil ka,
Umer Guzri par Daed na ja
na dil ka,
Dil Lagi dil ki Lagi ban ke Mita deti ha,
Rog Dushman ko b Ya Rabb na laga
na dil ka,
Wo b apnay na huye dil b geya hathon se,
Aisay aane se to behtar ha na aa
na dil ka,
Un ki Mehfil mein “PREET” un ke tabusam ki Qasam,
Hum dekhtay reh gae hath se ja
na dil ka,