mere SMS Messages1493 messages

Maila mere Dil Ki Khushya''n Tu Ne

Kin Logo''n Se Jorii Hyn

Jin Se Milne K Rastey Main

Aag Ka Darya Parta Hy
Nafrat Si Ho Giye Hai Ab To Mujhko Tere Naam Se

Nafrat Si Ho Giye Hai Ab To Mujhko Subha-O-Sham Se

Nahi Acha Lagta Mujhko Koi Tera Naam Lene Wala

Nahi Acha Lagta Mujhko Koi Wafa Ka Piyaam Dene Wala

Pyar Mein Kabhi Bhi Na Doobna Tum Itna mere Dost

Pyar Mein Kabhi Bhi Had Se Na Guzerna Tum mere Dost

Dua Hai Meri "Kaash" Ab Zindagi ka Chirag Ab Gull Ho

Dua Hai Meri Lakin Koi Tujhsa Bewafa Hargiz Na Ho
KHUDA kere Usey Zindagi Mein Sada Thokrain Naseeb Hon

mere Haath Se mere Hamsafer Tera Haath Jis Ne Chora Dia
Mujhe Ehsas-E-Ulfat Tum Inyat Kyun Nahi KErte?
Meri Izzat To Kerte Ho Mohabbat Kyun Nahi Kerte?
Ye Sare Log Kehte Hain K Tum Chanchal Tabiyat Ho
Magar Tum Samne mere Sharat Kyun Nahi Kerte?
Jo APni Guftugu Mein Phool Tum Takseem Kerte Ho
Kabhi Inn Pholon ki Mujh Per Shakhawat Kyun Nahi Kerte?
Tumhein Hi To Zindagi Kehta Hoon
Tumhein Hi Dekh Kar To Main Jeeta Hoon
Tumhare Hi Khayalon Main Pagal Rehta Hoon
Tumhein Hi Har Waqt Sochta Rehta Hoon
Tumhein Har Dua Main Mangta Hoon
Tumhein Hi To Bus Main Chahta Hoon
Tumhein Har Jaga Main Talaash Karta Hoon
Tumhein Hi Har Simt Dekhta Hoon
Jub Tum Ho mere Saamne To Itna Karta Hoon
Ke Apni In Aankhon Main Tum Ko Basa Leta Hoon
Tumhein Kaise Bataoun Kitna Pyar Tum Se Karta Ho
Kat ti naheen hay gham ki raat
A k thair gayi hay kiya
Nind to khair so gayi
Mout bhi mar gayi hay kiya

Jalte hain armaan
Mera dil rota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay

Koun mere tuute dil ki
Faryaad sune
Aaj meri taqdeer ka
Maalik sota hay

Ayi asi moj k
Sahil chuut gaya
Warna apni kashti
Koun dubota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay
Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi,
Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi !
mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel,
Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi !
Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha,
Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi !
Zinda Hun doston ki duaaon ke bawajud,
Roshan hai kitani tej hawaon is zindagi !
Mushkil Tha Bht mere Liye
Tark-e-Ta''aluq
Ye Kaam Bhi Tum Ne Mera
Asaan Kr Dia
Har Roz Sajate Hyn Teri
Yaad Main Gunche
Aankho''n Ko Teri Yaad Ne
Guldaan Kr Dia
Iska Socha bhi na tha ab k jo tanha guzri
Wo qayamat hee gahnimat thi jo yakja guzri
Aa gale laga lon mere pyare dushman
Ek meri baat nahi tujh pe bhi kia kia guzri
Mein to sehra ki Tapish Tashna Labi bhool gaya
Jo mere Ham-Nafson per lab-e-derya guzri
aaj kia dekh k bher aai hain teri aankhain
ham per yeh ghari hamesha guzri
meri Tanha safri Mera Muqadar Thi "Kaash"
Werna Iss Shehr-e-Tamana se to Dunia Guzri
Itna Tanha hoon K Rooh Tak mere Pass Nahi
Uske Bina Ab Mujhe Jeene ki koi Aas Nahi
Log Mohabbat Mein hee Sab umer Ganwa dete hain
Ek mein hoon k Nafrat Bhi mujhe raas nahi
Wo jazbey mere kuchaal gia hey
Jafaa k sanchey mai dhal gia hey
Na badley mousam bhi itna jaldi
Wo jitna jaldi badal gaya hey
Bikhri hai kuch iss tarah mohabbat usey kehna
aankho mein utar aaye hai wehsat usey kehna
kehna k tere baad se G lagta nahi hai
Be chain si rehti hai tabiyat usey kehna
aankho se wazu ker k yeh khamosh aankahin
kerti hain teri roz ibadat usey kehna
yeh soch k badnam na ho jaon kisi din
ker li hai tere shehar se hijrat usey kehna
mehki hai phir mere aangan mein raat ki rani
Jagi hai tere qarb ki harat usey