mere SMS Messages1493 messages

mere hUm SukHan Ka yeH huKam Tha,
k KalaM Us sE MeIN Ki0n Kar0oN,
mere hoNT AisE SiLaY PhIR,

MeRi CHuP nE uS k0 RuLa DyA...
Toot Ker Chaha Jise WO Lot Ker Aaya Nahi
mere Dil Ko Uss Ke Siwa Aur Koi Bhaya Nahi
Pyar Ki Soda-Gari Mein Hum BAraber Hee Rahe
Usne Kuch Khoya Nahi Aur Hum Ne Kuch Paya Nahi
Jab Kabhi Dil Ko Wo Yadon Se Rehai De Ga
mere Ander Koi Toofan Sunai Dega
Uss Se Milte Hee Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko
Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga
Alfaz ki shakal main ahsaas likha jata he.
Yani pani ko bhi payas likha jata he.
mere jazbat se waqif he maira qalm.
Main pyar likhon to taira nam likha jata he.
mere Qareeb Raha Phr Bhi Mujh Ko Parh Na Ska
Mera Wajud Tou Mehfuz Ik Kitab Main Tha
Khula Jo Nama-E-Amal Hasher Me Mara
Bus Ek Jurm-E-Muhabbat mere Hisab Main Tha!
Jab Badlon Ki Gehrai Mai Dekha To Chehra Tera Tha
Jab Zindagi Ki Sachai Mai Dekha To Chehra Tera Tha

Gulshano Gulistan Mai Jab mere Qadam Paray
Har Phool Ki Ranai Mai Dekha To Chehra Tera Tha

Apne Mile Bohat Aur Mil Kar Woh Phir Bichar Gaye
Apno Ki Is Wafa Mai Dekha To Chehra Tera

Khoone Jigar Se Ki Hai Ye Dastan Maine Raqam
Aur Aisi Roshnai Mai Dekha To Chehra Tera Tha
Dil Jo toot Gaya To Feriyad Kero Ge Tum
Hum Na rahe To Hamain Yaad Kero Ge Tum
Aj To Kehte Ho Waqt Nahi Hai
Phir Ek Din mere Liye Waqt Se Fariyad Kero Ge Tum
mere Andaz-E-Wafaa ko Jab Samjh jao Ge
Meri Yadon Se Phir Na Behel Pao Ge
Ben jaonga Mein Tumhare Liye Harf-E-Dua
Khud Ko Jab B Sajde Mein Pao Ge
Dil Hii To Toda Tha Kisi Ne Aye mere Hakeem
Kyon Hua Ke Zakhm Mera Ye La-Dava Nikla

Aaj Hai Apnii Bulandii Par Tujhe Kitnaa“ Naaz“
Isii Zameen Se Yaad Rakh, Hai Aasmaan Nikla...
Tere Dil Mein To Armaan Shayad Paida Bhi Na Hue Ho
Per mere Yanha Armaano Ka Woh Kabristann, Aaj Bhi Hai..

Dil Lagane Ki Khata Na Karna Ae Dost,
Dard Milne Ki Saza, Aaj Bhi Hai.....
Is Hasrat Se Mila Kya Mujhko
Ik Jhalak mere Dildaar Ki
Is Muhabbat Se Mila Kya Mujhko
Bechaini-O-Beqarari Yaar Ki,
Is Ashiqui Se Mila Kya Mujhko
Ik Sunahari Raah Ishq Ki,
Aur Tere Pyaar Se Mila Kya Mujhko
Ik Raah Jeene Ki Hamvaar Si.
mere rooh ki haqeeqat mere ansuon se pocho,




mera majlisi tabassum mera tarjuman nai...