maut SMS Messages99 messages

Raaton mein aagar na ashk bahaun tou kya karoon,
Ik pal bhi us ko bhool na paun tou kya karoon,
Maine suna hai un ko andhare nahin pasand,
Raahon mein ab main dil na jalaun tou kya karoon,
Tum hee kaho chhod day jab zindagi bhi saath,
Phir maut ko gale na lagaun tou kya karoon,
Socha thaa kee chhod doon un ki gali,
Lekin kahin qaraar na paun tou kya karoon,
maut ki Akhri Hichki Ko Zara Ghaur Se Sun,







Sari Hansi Ka Khalasa ISi Awaz mAin Hay
Na koi manzil hai na kinara hai koi,

Tanhai hai mehfil or yadein hai sahara

Us se bichad kar kuch yun waqt guzara,

kabhi Zindagi ko tarse

kabhi maut ko pukara.
Kia Kaho''n Tujhe

Khwaab Kaho Tou Bikhar Jaye G a

Dil Kahoon To Tuut Jaye Ga

Aa Tera Naam Zindagi Rakh Doon

maut Se Pehle Tera Saath Na Chooth Paye Ga
Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam.
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ..
maut bhi meri Chahat ko rok na saki..
Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha.
baal bikhraye tooti qabron par

jab koi mahjabeen roti hai

mujh ko aksar khayal aata hai

maut kitni haseen hoti hai
Baal Bikhre Tooti Qabron Pr Jb Koi Mahjbeen Roti hY.



Mujh ko Aksar KhaYal Aata hY maut kitni Haseen Hoti hY.
Chadni Raat Ka Mizaaj Mat Poch
Hum Garebon K GhaR Nahi Aati
Neend Bhi Ab maut Ho Gaye Hai

FARAZZ

Bewafa Raat BhaR Nahi Aati
maut mangte he to zindagi khfa hojati he
Zehr late he to wo b dwa ho jati he.
Tu hi bta ay mere dost kya karun.
jisko b chahte he to wo bewafa ho jate he
Jiss Din maut Ki Gadhi Me Sona Hoga

Na Koi Takiya Hoga Na Koi Bichona Hoga

Saath Hogi Jaldi Yaaro Ki Yaari

Aur Kabristan Ka Chota Sa Kona Hoga
Us Ne Poocha Ye Qayamat Kia Hy?

Main Ne Ghabra Kr Kaha "Rooth Jana Tera"

maut Kehte Hyn Kisey Jab Mjh Se Poocha

Main Ne Aakhe''n Jhuka Kr Kaha Chorh Jana Tera
Kuch na kuch to zaroor hona hai,
Saamna aaj unse hona hai,

Todo, phenko,rakho, karo kuch bhi,
Dil humara hai kya khilona hai,

Zindagi aur maut ka matlab,
Tumko paana hai tumko khona hai,

Itna darna bhi kya hai duniya se,
Jo bhi hona hai woh to hona hai,

Uth ke mehfil se mat chale jaana,
Tumse roshan yeh kona kona hai.