maut SMS Messages99 messages

Andhere ne Kabhi Roshni Nahi
Dekhi,
maut ne kabhi Zindagi nahi dekhi,
Jo Kehte hai Mit Jati hai Duryo se
dosti,
Unhone Shayad Humari Dosti nahi
dekhi.

Is dil ke har dhadkan ka ehsaas ho tum.
Tum kya jaano hamare liye kitne khaas ho tum.

juda ho k tumne hame maut se bhi battar sazaa di hai,
Phir bhi is tadapte dil ne tumhe khush rehne ki duaaein di hai.


m umair gurmani s/o m aslaml gurmani of kot sultan

"Very intersting"

Dunya Ki Sub se Taqatwar Shay hai Loha.

Her Shay Ko Kaat Dalta hai.

Lohay se Taqatwar hai Aag,
Jo Lohay ko Pighla deti hai.

Aag se Taqatwar hai Paani,
Jo Aag ko Bujha deta hai.

Aur Paani se Taqatawar hai Insan,
Jo Usay Pee Jata hai.

Insan se Taqatwar hai maut,
Jo use Kha jati hai.

Aur maut se Taqatwar hai Sadqa,
Jo maut ko Taal deta hai.

Aur Sadqay se Taqatwar hai




*"MOLVI"*

JO SADQA BHI KHA JATA HAI....!
*~SARDAR: Yaar Tere Bhai di maut da bara Afsos hoya, Waisy hoya Ki Si?
FRIEND: Goli lagi Si Mathey Wich.
Sardar: Oh Tu
Shukar Kar Akh bach gai..%-)
Meri maut Hai Meri Hamsafar Meri Zindagi Bhi Ajeeb Hai
Meray Charo'n Tarrf Hai Jalwa Garr Teri Be Rukhi Bhi Ajeeb Hai

Mera Dard Hai Lab E Aashna Teri Ranjisho'n K Azaab Say
Meray Shair Hain Meray Chara Garr Meri Dil Lagi Bhi Ajeeb Hai

Jo Hai Ta'ana Zann Meri Zaat Par Mujhay Unsay Koi Gila Nahee'n
Mujhay Jaan Say Hain Azeez Tarr Meri Dosti Bhi Ajeeb Hai

Mai Lahoo Jigar Say Guzar Kar, Tujhay Naql Karta Hoo'n Warq Warq
Hai Qalam Ki Nauk Say Mukhtasar Teri Aagahee Bhi Ajeeb Hai

Mai Peher Ki Tapti Hawao'n Say, Karhi Dhoop Mai Kharha Be Khabar
Saray Reh-Guzar Tera Muntazar, Meri Be Basi Bhi Ajeeb Hai
maut ki gari me jis din sona hoga,
na koi takiya hoga na koi bichhona hoga,
sath hogi aap jaise dosto ki mithi yaade,
aur shamsan ka ek chhota sa kona hoga
Tri yadon k bna koi lmha gzara nai
ik pal nai jb tmhe hmne pukara nai

mri nkamion ka itna bi gm na kjiye
agr ap jete he to me hara nai

ye nq$h-e-drd k $e utr jae chere $e
mene abi apka gm dil $e utara nai

tere bin yun kt rahi driya-e-zindgi men
kshti bi he majhi bi hai, kinara nai

kr raka he ji$ne $are gar men ujala
an$u he mera ye koi tota hua tara nai

k$ko gle laga k royen namurad hm
i$ bhri dnia men apna koi $ara nai

marez-e-i$hq he tmanai khdk$hi ka ab
ghre hen dl k zkhm or koi chaara nahin

wo aa ke poonchh den aan$u hamari aankhon $e
itna bhi hamare haq mein na$eeb hamara nahin

itna he bd-na$eb “Memon“ ka ye jahan
lota he zindgi ne j$e maut ne mara na.....
Dosti ki hai nibhayenge hum pahle,
musibat koi aaye to hath badhayenge hum pahle,
jine ko to ji lenge hum zindgi,
agar maut aayi to jayenge hum pahle.
sawaal pani ka nahi pyaas ka hai,

swaal maut ka nhi saans ka hY,

Dost to Dunia main Boht Hain maGar,

sawal Dosti ka Nhi Aitbaar ka hY.
Dost ko dost ka Ishara Yaad rehta hai,Har Dost ko apna Dostana Yaad rehta hai. 2pal Sacche Dost k sath to guzaro,maut tak vo Nazara Yaad rehta hai....
maut K Darya Main Har Ek Khushk-o-Tar Reh Jayega
Haan Faqat Naam-e-Hussain Ibn-e-Ali Reh Jayega . . .
karbala ki khak per kiya admi sajday main hai

maut ruswa ho chuki hai zindagi sajday main hai

ALI(A.S)ka bach raha tha waqt-e-fajar

FATIMA(S.A) KA LAL SHAYAD AB USI SAJDAY MAIN HAI