majboor SMS Messages60 messages

Parastish ki Tamana hy

magr Hai re majboori

SANAM jiss se Trasha jaye wo pathar nhi Milta.
Hum Apne Aap Par Gharoor Nhi Krtay,


kisi ko Yaad Krne Par majboor Nhi Krte,


Magr jise 1 bar Dil Main Basa Lain,


Phir Marte Dam Tak Usay Dil se Door Nhi Krte,
mujhay khabar thi,
zamaana chaahay bura he samjhay,
bhalay say ghar main mukhaalifat ho,
tumhaaray logon ko na-pasand ho,
tumhain to mujh par yaqeen hoga!
magar mujhay yeh khabar na thi,
tumhaari aankhon ki unsiyat bhi,
ek ajnabiyat say dekhti hay,
yeh waqt mushkil-tareen hay na!!
suno...
main majboor ho gaya hoon,
yeh sochnay par..
yeh sochnay par..
tumhain to mujh par yaqeen hay na...!!!
Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bohot Hay
Main Nay Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bohot Hay

Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shoq Say Jana
Aisay Main Kahan Jao Gi Barsaat Bohot Hay

Wo Keh Nay Lagi Jana Mera Bohot Zaroori Hay
Nahi Chahti Dil Toron Tera Par majboori Hay

Gar Hui Hou Koi Khata To Maaf Ker Dena
Main Nay Kaha Ho jao Chup Itni Kahi Baat Bohot Hay

Samajh Gaya Hon Sab Aur Kuch Kaho Zaroori Nahi
Bas Aaj Ki Raat Ruk Jao, Jana Itna Bhi Zaroori Nahi Hay

Phir Kabhi Na Aaonga Tumhari Zindagi Mein Lot Ke
Saari Zindagi Tanhayee Ke Liye, Aaj Ki Raat Bohot Hay
Kabhi aansoo kabhi Khushi dekhi
humne majboori aur bekasi dekhi

Chand lamhaat jeene ke liye
bechke apni zindagi dekhi

Andhere agar ghir aaye ho
tere pehloo mai raushni dekhi

Teri naraazgi ko kya samjhein
humne khud apni bebasi dekhi
Mita De Faasle Ke majbooriyan Achi Nahin Lagti
Aa Bhi Ja Ke Tujh Bina Zindagi Achi Nahin Lagti
Mat Ker Jhoote Waade Ke Tasaliyan Achi Nahin Lagti
Aa Bhi Ja Ke Tanhaiyan Achi Nahin Lagti
Mujhe Roshni De Ke Tareekiyan Achi Nahin Lagti
Aa Bhi Ja Ke Bechainiyan Achi Nahin Lagti
Band Kero Yeh Mohabbat Ki Baatein
Ke Muj Ko Yeh Kahaniyan Achi Nahi Lagti
LiKho To Kuch Aesa Ke Kalam Bhi Rone Pe majboor Ho Jaye
Her Lafz Mein Wo Dard Paida Kero K Wo Pyar Kerne Pe majboor Ho Jaye
Yu Lagta Hai Ki Sirf Chalte Rahne Ki

Dhun Mein Is Safar Ke Maayne Kahin Kho Gaye Hain.

Bas, Chale Ja Rahe Hain

-Kabhie Aadatan,

Kabhie majbooran
nazar se door hota ja raha hai
k woh majboor hota ja raha hai

ussey hum sey taghafal ka gilla hai
jo khud maghroor hota ja raha hai
zakhm pe zakhm kha k sambhalna achcha lagta hai,

Hum ko tumhara dheerey dheerey chalna achcha lagta hai,


kya karein k ab khud sey b majboor hein,


warna hamein GF badalna achcha lagta hai,


mereee iss hassi k peechey na pooch kya,


Merey ansoun ko khushi mein dalna achcha lagta hai
Kitne Pas Or Kitne Door HAin Hum
Khuda Hi Janta He K Kitne majboor Hain Hum
Saza Ya ha k Mil Nahi Sakte Ap Sa
Ghuna Ya Ha K BeQasoor Hain Hum..............
Manzil-e-gham ki fazaon say lipat kar roo loon
Teray daman ki hawaon say lipat kar roo loon
Jam-e-maaey peenay say pehlay mera jee chahta hai
Bikhari zulfon ki ghataon say lipat kar roo loon
Zard ghunchon ki nigahon mein nigahein daloon
Surkh phoolon ki qabaon say lipat kar roo loon
Aanay walay teray rastay mein bichaon aankhein
Janay walay teray paaon say lipat kar roo loon
Apnay majboor taqadus k sahary sagar
Deer-o-kabah k khudaon say lipat kar roo loon