khushbo SMS Messages120 messages

Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,

Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
||*MuGhal*||
"ÄJNABI"

Usay Kaise Akela Chord Don Is Rah Main

Sath jo Chalta Raha Majboriyon K Baad Bhi

Ban K khushboo Rach Gaya Hai Yun Mere Ehsas Main

Door Ho Paya Nahin Wo Dooriyon K Baad Bhi

Rafta Rafta Us Ko Bhi Ye Duniya raas aa Gae!

Muskra K Wo Mila Hai Ranjishon K Baad Bhi

Faslay Kab Kam Hoye Hain Raabton K Baad Bhi

Ajnabi They Ajnabi Hain "Mohabbaton" K BÄAD Bhi!.
Wo tou khushboo hai Hawaoon mai phail jaye gi
Masla phool ka hai wo kdhr jaye ga
ik chota say sapna tha
us sapne mein koi apna tha
us apne mein kuch sakoon tha
jo zindagi ka junon tha
us junoon mein ek rahat thi
jo sirf teri chahat thi
us chahat mein ek andaz tha
jo meri dhadkano ka raaz tha
us raaz mein ek khushbo thi
jo meri sooch ki justuju thi
us justuju mein ek hararat thi
jo meri khushiyoun ki sharat thi
us shahrat mein mein ek ehsaas tha
k tou jo mere pass tha
us pass mein jo ek araam tha
woh bus sirf ek tera naam tha
ik chota say sapna tha
us sapne mein koi apna tha
us apne mein kuch sakoon tha
jo zindagi ka junon tha
us junoon mein ek rahat thi
jo sirf teri chahat thi
us chahat mein ek andaz tha
jo meri dhadkano ka raaz tha
us raaz mein ek khushbo thi
jo meri sooch ki justuju thi
us justuju mein ek hararat thi
jo meri khushiyoun ki sharat thi
us shahrat mein mein ek ehsaas tha
k tou jo mere pass tha
us pass mein jo ek araam tha
woh bus sirf ek tera naam tha
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi..
khushboo k nazool jaisa hay, Wo ik "DOST" jo phool jaisa hay, Hum kiya karta zamanay ki Dosti lay kar, Zamana to uss k qadmoon ki dhool jaisa hai.....
Dost Banana Sikha Dia He Zindagi Ne
Khush Rehna Sikha Dia He Zindagi Ne
Door Reh Ker Bhi Paas Hote Ho Tum
Tum Se Baat Kerna Sikha Dia He Zindagi Ne
Rona Nahi Ata Mujhay Shayed
Hansna Sikha Dia He Zindagi Ne
Phoolon Me khushboo Hi Na Sahi
Per khushboo Ko Mahsoos Kerna Sikha Dia He Zindagi Ne
HuSSaiN Parhna , HuSSaiN Likhna
Khuloos-e-Dil ki Roshnaai le kar
Ba Deeda Tar Hussain Likhna
Tum Aisa karna Kitab-e-Dil ke
Waraq Waraq Par Hussain liknna

Huroof khushboo ke Phool Ban kar
Tumhare Seenay Main Khil Uthainge
Tum aisa Karna Ke Apni Aankho''n
Aur Apne Lab Par Hussain liknna

Ye Pairh Saaray Ye Sab Parinde
Adab Se Sajda Karainge Unn ko
Tum Aisa Karna Ke Unn Hawao''n
Ki Jhaalaro''n Par Hussain liknna

Hussain likh Kar Phir Uss Ko Likhna
Phir Uss kO Likh kar tum Aisa Karna
Ke Aaj Tak Tum Ne Jo Bhi Likha HO
Tum Uss Ka MehWar Hussain liknna

para''ey des main bhi apni seekhoon dhoond letay hain
Ali waalay Ali waalon ki khushboo soongh letay hain
naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay
fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain

para''ey des main bhi apni seekhoon dhoond letay hain
Ali waalay Ali waalon ki khushboo soongh letay hain
naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay
fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain
Mangnay walon k dil ko ye yaqeen hai ABBAS(a.s).
" NA " karna tera dastoor nahi hai ABBAS(a.s).
Aa rahi hai Daro deewaar say khushbo-e-Wafa.
Aisa lag raha hai is waqt yaheen hain ABBAS(a.s).