khaas SMS Messages45 messages

Aaj phir kisi Ne Pucha K Tera
Hasta Hua Chehra Udas Q
Hai?
Barsti Aankhon Mein Piyas Q
Hai?
Jinki Nazron Mein Imdad Tu kuch B nahi!
Wo Tere liye Itna khaas Q
Hai?
Kul AMBIYA Ki Wafa Ko
HUSSAIN Kehte Hyn

KHUDA Ki khaas Ada Ko
HUSSAIN Kehte Hyn

yazeed Naam Hy Dunya Ki
Kul Nijasat Ka

Taharato''n K KHUDA KO
HUSSAIN Kehte Hyn ...
Wo mere liye kuch khaas hai yaaro''
jinke laut aane ki na koi aas hai Yaaro''
wo najro se door hai to kya huwa..
Banke dil ki dhadkn mere paas to hai yaaro''
Udaas Hoon Par Naaraz Nahi
Tere Dil Me Hoon Par Tere Paas Nahi
Vaise To Sab Mere Paas Hai
Par Tujhsa Koi khaas Nahi..!!!
Kuch Rishtey Uparwaala Banaata hai,

Kuch Rishte Log Banaate hain,

Par wo, log Bahut khaas Hote hain,

Jo Bina Rishte ke Koi Rishta Nibhate hain....
Dooriyan Buhat Hain Magar Itna Samjh Lo

Pass Reh Kar Hi Koi khaas Nahi Hota

Tum Is Qadar Pass Ho Mere Dil K

Mujhe Dooriyon Ka Ehsaas Nahi Hota..
HAR KADAM PE AAPKA EHSAAS CHAHIYE,
MUJHE AAPKA SAATH APNE PAAS CHAHIYE,
KHUDA BHI RO PADE HAMARI JUDAI SE,
AISA EK RISHTA khaas CHAHIYE
Faasle Bahut Hain,Par Itna Maan Lijiye,Karib Rahkar Bhi Har Koi khaas Nahin Hota,Aap Khayalon Me Itne Karib Hain Ki Faaslon Ka Ehsaas Hi Nahin Hota
Tu Ne Wafa Ki khaas Koi Guftugu Na Ki

Aur Maine Bhi Dil Ki Baat Tere Rubaroo Na Ki

Tu Bhi Tamam Umar Dhoondta Raha Mujhe

Maine Bhi Tere Baad Koi Justuju Na Ki
"CHAND SY BATEN"

Pichly pehr ki raat thi Tanhai or teri yaad thi.

Chand ny mujh sy kaha kon haiMeny Kaha koi 7 nahi.

Bola zindagi kesi haiMeny kaha koi khaas nahi.

Bola phir kya chahti hoMeny kaha koi aas nahi.

Bola tum ny pyar kiya haiMeny kaha kuch yaad nahi.

Bola tumhary 7 bhi dhoka hua hai
Meny kaha koi aisi baat nahi.

Bola aik baat kahoon
Meny kaha koi aitraaz nahi.
Bola too ny bhi pyar kiya hai aur wo tery 7 nahi..
Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna
wo jaanti hey mujh pey kayaamatoN ko barpa karna

uski soorat rahey aaNkhoN meiN aur dekhooN meiN
us ki kurbat meiN ajeeb tarz sy dil ka dharrka karna

hy munkashif mujh pey usey khaab meiN dekhoN to
mery khayaaloN ka phooloN ki tarhaN mehka karna

kaasa-e-ishq meiN deedaar ki bheek sy guraez us ko
jaany lagta hooN to ada-e-khaas sey mujhy roka karna

sunooN jo us ki to zaahir ho, magar ba-nakaab-e-rukh
us pey bohat jach’ta hey ye maasoom sa dhoka karna

accha lagta hy jo mehfil meiN usey ik tak dekhoN to
sharbati aaNkhoN ka ishaaroN sey mujhy toka karna
woh Aadmi Hai Aam Sa..
Ek Qissa Natamaam Sa..
Na Lehja Be-misal Hai,
Na Baat Main Kamal Hai..
Hai Dekhne Main Aam Sa
Udasiyon Ki Shaam Sa
Jaise k Ek Raaz Hai
Wo Khud Se Be-niyaaz Hai
Na Mehjabinon Se Rabt Hai
Na Shohraton Ka Khabt Hai
Ranjha, Na Qais Hai Koi..
Insha, Na Faiz Hai Koi
Woh Peker-e-Ikhlas Hai...
Wafa, Dua Aur Aas Hai...
Wo Shakhs Khud Shanaas Hai,
Tum Hi Karo Ye Faisla!!!
Woh Aadmi Hai Aam Sa?
Ya Phir Bohat Hii khaas Hai...?