kabar SMS Messages25 messages

Itney qareeb say guzar kar gaya hai
Andaaz be rukhi kay num kar gaya hai
Mayat pe mari kharay ho kar anjaan bangaya hai
Kehta hai logon say yeh kon mar gaya hai
Aana mari kabar par aur parna phir Fatiha
Aur phir muskara kar keh dena acha howa mar gaya hai
Dil dard ke samander me doob gaya,
magar in ankho se roya na gaya,
Tha itna pyaar ess Dil me k,
uske bagair kabar me bhi soya na gaya
Jab Koi Aam Insan Marta Hai Tu Auski kabar Par Likha Hota Hai

" Akhri Aram Gah "

Jab Musharaf Maray Ga Tu Auski kabar Pe Likha Hoo Ga

" AKhri Haram Da "

.


Sorry Musharaf Shab

Kiya KAru public Demand HA
Karo Ge wAfa ALI(A.S) Se Tou Kismat Bhi Wafa Kare Ge,

Ghum Mano Gey Shabbir(A.S) Ka Tou ZEHRA(S.A) dWA kARE ge,

Choro Ge Duniya Rakh K Mohabbat Dil Mein ALI(A.S) Ki,

Tou kabar Ki Matti Bhi Haya Kare Ge.
1 kabar ki Takhti Par likha hua tha...

"A Rah-E-Guzar Parh le Fatiha Meray Wastay"

"Kal tu Bhi Majboor hoga Is Dua K Wastay . . . :''(
andheri kabar,

sunsan kabristan,

soni haveli,

kala aasman,

bejli karki aaya tofan,

rat ho gayee

so ja shaitan,
Hum wo roshni hai jo dost ko roshan kar jayenge,

Tere pyar ki ek chingari se bhi jal jayenge.

Ek bar pyar se sms to karke dekh,

dafan hui kabar se b reply kar jayenge!
Gali se ek ladki guzra karti thi
Uske chehre par nakab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shyad vo use dilo jan se chahata tha
Woh use baar baar kehta “Muh se naquab hata do apna chand sa mukhada dekha do”.
Par ladki ne muh se naquab na hataya Ladke ko apna chehra na dikhaya
Kai din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya
Ladki kuch pareshan se rehne lagi
Kisi terha puchte puchte woh uke ghar pahochi.
Padosiyon ne kaha “ Mahotarma aap ko aane main thodi der ho gaye us deewane ke to saat roz pehle he mot ho gaye”.
Padosi ne apna farz nibhaya ladki ko ladke ke kabar tak pahuchaya
Ladki zor zor se rone lagi apne aansuon se kabar ko dhone lagi
Tabhi kabar se ek aawaz aaye
“Waqt waqt ke baat hai pehle tumhare chehre par naquab tha aur aaj humare chehre par hai”
Jab husn burke mein sadak par chala karta tha,
ek diwana peeche-2 chala karta tha,

socta tha ki kab hawa chale aur husn ka deedar ho.

Ek din diwana chal basa. kuch din baad husn ko deewane ki yaad ayi.

jab woh kabar par ayi to andar se aawaz ayi..waah re khuda aaj mein hoon parde mein aur woh benakab ayi.
Zindgi ki sabse bari sachaie
kabaristan ke bahar board par likhi thI,

"Manzil to meri yahi thi,
Bus ZINDAGI guzar gayi meri yahan aate aate... ;->
Kisi ko mil jati hai rangeen baharen,
kisi ko chaman nahi milta,
kisi ke kabar par banta hai Tajmahal,
aur kisi ko kafan nahi milta.
Itney qareeb say guzar kar gaya hai
Andaaz be rukhi kay num kar gaya hai
Mayat pe mari kharay ho kar anjaan bangaya hai
Kehta hai logon say yeh kon mar gaya hai
Aana mari kabar par aur parna phir Fatiha
Aur phir muskara kar keh dena acha howa mar gaya hai.