Suna Hai...
JungaLo
ka Bi
koyi Dastoor Hota Hai
Suna Hai
Sher
ka Jab Paitt Bhar Jaye
To Wo HamLa Nahi
karta
Suna Hai
Hawa
k Taiz Jhon
kay Jab Dara
khto
ko HiLatay Hain
To Mena Apnay Ghar
ko BhooL
kar
kawway
k Ando
ko Paro Mai Thaam Leti Hai
Suna Hai
GhonsLay Se Jab
koyi Baccha Giray
To Sara JungLe Jaag Jata Hai
Suna Hai
koyi PuL Toot Jaye Aur SeLaab Aa Jaye
To
kisi La
kri
k Ta
khtay Per
GuLehri, Saanp, Cheeta Aur Ba
kri Sath Hotay Hain
Suna Hai
JungaLo
ka Bi
koyi Dastoor Hota Hai
kHUDA-e-MUNSIF-o-A
kBAR !
Hamaray MuL
k Mai Ab JungaLo
ka He
koyi Dastoor Nafiz
kar...