Sheher-E-
khayal-O-
khuwab Mein Abad Ho Gaya,
Itna Usay Parha
ke Mujhay Yaad Ho Gaya,,
Main Aaj Ta
k Hoon Jis
ke Fareeb-O-Hisar Main,
Wo Aur Hi
kisi
ka Mere Bad Ho Gaya,,
Aandhi Hawa
ka Saath Nibhanay
ke Sho
k Mein,
koi Tabah Hua''
koi Barbad Ho Gaya,,
Apni To Sari Umr Aseeri Mein
kat Gayi,
Jis Ne Bhi Haar Maan Li'' Azaad Ho Gaya,,
Pehlay To Paaniyon Se Rahi Guftagu Meri,
Phir Youn Hua
ke Aaina Eejaad Ho Gaya . . . /