taa-umr
yu
hi hum jehmat uthate hain
chand akshar gungunate hain
ve batate hain raah duniya ko
apni galiyon ko bhul jaate hain
lete parwaaz ab na
hi naayir
sirf parr apne fadfadate hain
paanv apne
hi uth na
hi paate
vo humhe har lamha bulate hain
aap kehte hain likha kya humne
aur hum hain ki muskurate hain
jinko dariya dubo na
hi paaya
ek chullu bhar mein dhoob jaate hain
uske hothon ki maye kab
hi pi t
hi
umr guzri hai ladkhadate hain
ek tasveer ka sahara le
apni tanhayiaan bitate hain