haqeeqat SMS Messages45 messages

haqeeqat Hay,Yaqeen Kar Lo,Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon

Muhabbat Mar Chuki Ab To, Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon
Saal Ka Aakhri Din Hy

Abhi Kuch Dhuup Hy Lekin

Zara Si Dair Ko Tey Hy k
Aakhir Shaam Hona Hy

haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hy
Anjaam Hona Hy

Chalo Mil beth Ker Apne
Khasare Baant Lete Hyn

Sab Hi Rung aur Jugnuu Aur
Sitaare Baant Lete Hyn

Zara Si Dair Ko Tey Hy k
Aakhir Shaam Hona Hy

haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hy
Anjaam Hona Hy

Tou Kyun Na Kuch Shaam Se Pehly

Jo Kuch Ghariya'n Muya'asar Hyn

Unhii Mein Zindagi Ker Le'n

Kisi Ehsaas Ki Sham'ma Jala K

In Andhero'n Mein

Koi Daam Roshni Ker Le'n

Chalo Hum Dosti Ker Le'n

Zara Si Dair Ko Tey Hy k
Aakhir Shaam Hona Hy

haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hy
Anjaam Hona Hy ... !!!
"Parveen Shakir"

Hoon To Khafa Us SE,
Per Janay Phir B Kiyn...?

Na Chaah Kar Bhi Us Ko Chahna Acha Lagta Hai...

haqeeqat Se Hoon Dhoor,
Ye Mujh Ko Hai Pata...

Per Jaan K Anjaan Rehna Acha Lagta Hai...

Qaayel Nahi Main Ronay Ki Phir B Kabhi Kabhi...

Tanhai Main Kuch Dair Rona Acha Lagta Hai...

Tu MERA Tha,
Tu MERA Hai,
Tu MERA Rahay Ga...

Kuch Pal Is Khawab Mein Khona Acha Lagta Hai....!!
Saavli Si Larkii

Yay Raaz Samajhti Thii

Chaar Din Ki Baatein Hein

Aagey Ghum Ki Raatein Hein

Yay Jo Raahi Aayaa Hay

Siraf Ik Waqti Saayaa Hay

Jeewan Ki Tapti Dhoop Mein

Har Aik Saayaa Paraya Hay

haqeeqat Ko Such Samajhti Thii

Saanvli Si Aik Larki....
"Parveen Shakir"
Hoon To Khafa Us SE, Per Janay Phir B Kiyn...? Na Chaah Kar Bhi Us Ko Chahna Acha Lagta Hai... haqeeqat Se Hoon Dhoor, Ye Mujh Ko Hai Pata... Per Jaan K Anjaan Rehna Acha Lagta Hai... Qaayel Nahi Main Ronay Ki Phir B Kabhi Kabhi... Tanhai Main Kuch Dair Rona Acha Lagta Hai... Tu MERA Tha, Tu MERA Hai, Tu MERA Rahay Ga... Kuch Pal Is Khawab Mein Khona Acha Lagta Hai....!!
Apny is deewany say berukhi nahi achi..

Ghair sary loogon ki dosti nahi achi..

Tum meri aankhoon mien khuwaab ban k thery hoo..

Khuwab ki haqeeqat say dushmani nahi achi..

Hum tumhari chahat mien din raat tarapty rehty hien..

Youn kisi k jazbaat say dil lagi nahi achi...

Agar kisi say ulfat ka karoobar ho jay..

Zeesat tak nibha tu aarzi nahi achi..

Chand tere kirnoo say choor choor ho jay..

Soogwar ratoon mien chandni nahi achi........
Tips to be Successful in exams,
1-khud aitmadi k saath paper attempt karein
2-koshish kar k baat apney ilfaz mein byan karein
3-ghup marein aisee jo haqeeqat ko touch kar k jaati ho.




In the whole tumharey bus kee baat naheen, so keep on enjoying cheating
Jise Bhi Roza e Abbas ka Deedar HoJaye

haqeeqat me Usi Ko Khuld Ka Deedar Hojaye

Me Samjhoonga Mujy Har Marz Se Doori Mayassar Hai

Mera Dil Ishq E Ghazi Me Agar Beemar Hojaye
zardari aur Nawaz kee dosti aaj kal k pyar kee tarha hai,
naheen mantey,
Proof: "jab larki flirt karney k liye kehti hai"I love You" to larkey ko lagta hai k jaisay uss nein kya kar diya hai, halankey haqeeqat mein kuch b naheen hota"

Issi tarha jab zardari muskura detein hein to nawaz samjhtey hein k maumla suljh ghaya halankey hota kuch b nahee
Wafa ruswa nahi karna Suno aisa nahi krna

Main pehlay he akela hon, Mujhy tanha nahi krna

Judai b jo aa jai, Tu dil chota nahi krna

Buhat musrof ho jana Mujhy socha nahi krna

Barosa b zarori hai Magar sab ka nahi krna

Muqadar phir muqadar hai, Kabi daawa nahi krna

Jo likha hai wahi ho ga Kbhi shikwa nahi krna

Meri takmeel tum se hai Mujhay adha nahi karna

haqeeqat hai milan apna, Isay spna nai krna

Hamain tum yad rehtay ho, Hamen bhoola nahi krna
DUKH ANMOOL HOTAY HAIN
Qudrat ki wadiyat hotay hain
Kabhi kuch day kar jatay hian
Kabhi sub kuch cheen laitay hain
Kabhi bechain kartay hain
Kabhi jeena sikhatay hain
Kabhi bantay hain jab aansoo
Umer bhar yeh roolatay hian
Kabhi lab ki hansi ban kar..
Naie duniya sajatay hian.....
Kabhi meethi kasak ban kar....
Anjani khalish ban kar
Makeen-e-dil yeh bantay hain
Kisi sourat nahin mittay
Jo in say door bhago tou
Nahin janay nahin daitay
Na zindah rehnay daitay hain
Na yeh aazad kartay hian
Nahin jis ki dawa koi
Yeh aisa dard hotay hain
Magar yeh bhi haqeeqat hai
Har ik ko tou nhain miltay
Baray nayaab hotay hain,
Yeh dukh anmool hotay hian..!
DUKH ANMOOL HOTAY HIAN !......
Nadaani mein hum kisse apna samajh beithe
jo dikhaaya uss bewafa ne sapna hum haqeeqat samajh beithe
dekho aaj chod diya hamein usne ek gair ke liye
jisse hum apna humsafar samajh beithe