faraz SMS Messages648 messages

Kese ajeeb log hn tere sheher ke faraz
Shok.e.mulakat to rkhte hn mgr bt ni krte
Ab to tanhai ka ye aalam h faraz..
Koi hans ke bi dekhe to muhabt ka guman hota hai
Methi Methi Yadon ko Palko pay saja lena.

Sath Guzre Lamhon ko Dil may Bsa lena

Main to Brson ka PYASA hoon ? faraz ?

BIJLI ajay to yaad se Motor chala dena
Dharkano k nasheb-o-faraz ko sanwara tha or bs

Kaghaz pe dil ka bojh utara tha or bs

Logon ne usy meri mhbt samajh lia

Wo shaks mjh ko jan se pyara tha or bs
Load-shedding me kya kya Zulam nahe huey hamare sth,

"faraz"
Nara kheench Dala kisi ne Generator ki Rassi Samaj kar
('-')
<))>Ruk Oye Andhy.
Mat baha ansoo be kadron k liya
faraz….
Jo kadar karte hain kabhi roney
nahi dete!
Mohbat apni bi aser rukhti hai
faraz
Bohat yaad aiyan gay zara bhool
kar to dekho.
Woh roz roz kehti hai mujhay apni
tsaveer MMs karo.
.
.
."faraz"


Us nadan ko ye kaise bataon ka meray pas nokia
1112 hai....

har kisi ko meri tarhan rehm dil mat samjhna faraz;

kuch log sinny me pathar bi rakhte han,

faraz kya milan ki ab justujoo karein,

Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein

ye mumkin nhi k sab log hi badal jaty hein

kuch halaat k saancho me bhi dhall jaty hein

khali hathon ko kbhi ghor sy dekha hy faraz

kis tarha log lakeeron sr nikal jaty hein
"Main Barson Sy Jannat Ki Talaash Mein Nikla Hua Tha..,

faraz...

Laikin Thak k Aaj Phir "MAA" K Qadmou Mein Aa Gira....!!