dill SMS Messages44 messages

Meray dard ki kahani meri hasraton sey poocho,
Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho,

Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora,
Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora,

Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho,
Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho,

Yeh saza meray naseeb ney dee meri aashiqui ki,
Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki,

Mein kahan kahan jala hoon meri hasraton sey poocho,
Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho.
Hum Chup Chap Hain Humay Hergiz Be-Hiss Na Samjho...

Shihdiat-E-Gham Se Bhi Ban Jatay Hain Log Pather dill.....
dill chahey woh koi baat karey
jab dill kay taar tootey hon
jab saarey mujh say roothey hon
jab aankhain meri beeghi hon
dill chahey woh koi baat karey
ik haseen jheel ke jaisi hain tumhari ankhein
dill ko betaab sa karti hain tumhari baatein

kitna tanha sa karti hain tumhari baatein
kitna tanha sa main rehta hoon shab bhar

raat bhar sone nahi deti tumhari yaadein
Sakoon e dill k liyye Ishq toh bahaana tha
Wagarna thak k kahin toh thehar hi jana tha
Tum Yeh Khabi Nahi Samajh Pao Ge
K Hum Tum Se Kitna Pyar Kartey Hai

Hum Yeh Nahi Samajh Payenge
Hum Kiyo Tum Se Kitna Pyar Kartey Hai

Khuda Na Karey Khabi Aisey Judaai Aajayi
Issiliey Apni dill Ki Baat dill Main Chupayi Rakhtey Hai
Apni tanhai ka aalm tujh ko batau kase
apni barson ki trp chpaon kase
raha na ja tujh tere bin ab
main apne dill ko somajhu kase
mohabbat ki battian
mohabbat se kerna
mohabbat ka wada
wafaoun se kerna

mohabbat dua hai
dua hai mohabbat
diloun se nikaltie
sada hai mohabbat

ansoo ka qatra
zubaan hai mohabbat
ye dill janta hai
ke jaan hai mohabbat
Yeh Dukh dill Say Nahi Taltey !
Jo Uss Ne Haath Choura To...
Mujhey rastay Nahi miltay ..!!!
MOHABBAT
tumhain zid hai ka main kah doon
mujay zid hai ka tum kah doo
ka mujay tum sa muhabbat hia
nahin yeh jaanta doonoon
muhabbat kab bahla mohtaj hai lafzoon ki ,batoon ki .
mohabbat too humara dill ki darhkanoon main chuppa surili geet ki manid..
muhabbat aankh main palta woo pur israr jazba hai jissa aab tak nahin koi samaj paya
na is ki koi soorat na is ka koi paimana
dhakka lafzooon main to is ka bohat izhar hoota hia
kuch aisa hi ka jaisa aab
taha-e-dill sa too hum doonoon bohat izhar karta hain ,
magar pher na jaana kioon
tumahian zid hai ka main kah doon
mujay zid hai ka tum kah doo
ka mujay tum sa ..............
JAY SHREE KRISHNA
Sunil ki taraf say sub ko dill ki gharaiyon say bohut bohut DIWALI ki shup kam nai bhagwan apko dher sari khushian naseeb karein our smile your face always
Yad-e-khuda dillo mein jagata hai WAPDA

Khalq-e-khuda ko shab-o-roz jgata hai WAPDA

Band kar ke bijli sulgti doophar mai

Dozakh ka aks youn dikhata hai WAPDA