dil SMS Messages2810 messages

Apnae Sard kamrae mai
mein Usad Bathhi Hoo
Neem wa darechoo sae
Naam Hawaieen Atae hai
Mare Jism Ko Choo Kar
Aag Se Lagatti hai
Teara Naam Lae Lae Kae
Mujh Ko Gudgudatti hai
Kash Mare Parr Hotae
Tare Pass Urr Aatee
Kash mein Hawa Hotti
Tujh Ko Chouu Karr
Lout Aatti
Mai Nahi Magar Kuch Bhi
Sang dil Rivajoo Kae
Aahnii Hasaroo Mai
Umer Qaid ki Mulzim
SIRF AIK LARKKI HOO !!
SIRF AIK LARKKI HOO....!!!
IS ZAMANE SEY NA HUM KOI GILAA RAKHAIN GAY
dil LAGAYEIN GAY TO NA SHART-E-WAFA RAKHAIN GAY
NA DIKHAYAIN GAY KABHI dil PE LAGE ZAKHM
UNHAIN DARD UTHEY GA MAGAR dil KO DABA RAKHAIN GAY
JAAN DE DAINGEIN AGAR AIK ISHAARA KAR DE
HAM USEY APNE LIYE BHI NA BACHA RAKHAIN GAY
SAB HATA DAINGAY TERI RAAH KI RUKAWAT HAMDAM
GHAR KE DARWAZEY KO HAR WAQT KHULA RAKHAIN GAY
UNKI HAR BAAT KO BHOOLEY SE NA BHOOLAIN GEIN KABHI
UNKI YADOON KO BHI SEENAY SE LAGA RAKHAIN GAY
TOOT BHI JAAYEGI UMEED JO TERE AANAY KI "SAQIB"
EK DIYA PHIR BHI HAWAAON MAIN JALA RAKHAIN GAY
Najane Kion dil Laga Lete Hain Laug
Khud Ko Yuun Hi Saza Dete Hain Laug
Jab Koi Pass Ho To Kadar Nahin Karte
Door Koi Chala Jaey To Sada Dete Hain Laug
Jab Mil Jaey Safar Main Naya Hum-Safar Koi
Per Kion Purani Rafaqat Ko Bhula Dete Hain Laug
Gham Bhi Dete Hain Or Kehte Hain Bhool Jao
Hamari Chahat Ka Ye Sila Dete Hain Laog
Youn toh guzar raha hai har aik pal khushi k saath
phir bhi koi kami si hai kiun zindagi k saath


rishtey,wafaein dosti sab kuch toh pass hai
kiya baat hai pata nahi dil kiun udaas hai

har lamha hai haseen naye dilkashi k saath
phir bhi koi kami si hai kiun zindagi k saath

chahat bhi hai sakoon bhi hai dilbar bhi hai
aankhon mai khuwab bhi hai labon pai hasi bhi hai

dil ko nahi hai koi shikayet kisi k saath
phir bhi koi kami si hai kiun zindagi k saath

socha tha jaisa waisa hi jevan toh hai magar
ab aur kis talash mai bey chein hai nazar

qudrat ki toh meharbani hai darya-dili k saath
phir bhi koi kami si hai kiun zindagi k saath
rangish hi sahi, dil dukhane ke liye aa
phir se muje chore jane ke leye aa
kis kis ko bata e jaine jodai ka sabab hum
tu mugh se khfa he to zamane ke leye aa
Aetebar Tootey tu...!
Aetebar Tootey tu...!
Aetebar Tootey tu...!


Wo bhi aesay logon par
Jin ku apna ham janain
Jab bhi gham sey bojhal hon
Un ku mehrbaan manain
Aetebar Tootey tu.....
Aesay zakhm miltey hein
Jo kabhi nahin bhartey
Mehraban say''e jab
Ham sey rooth jaen tu
Aisi dhoop milti hey
Jis mein rooh jalti hey
Aetebar Tootey tu.....
dil key aaieney ju hein
Wo bhi toot jatey hein
Aks wo ju apney hon
Wo bhi rooth jatey hein
Aetebar Tootey tu...
Aesay zakhm miltey hein
Aesi dhoop milti hey
Aisey aks khotey hein
Loog hans bhi lein shayad
dil hamesha rootey hein
Aetebar Tootey tu...!
ye dil bohat udas hai
koi pegham hi likh do
tum apna naam na likho
gumnaam hi likh do
meri qismat main
gham-e-tanhaai hai lekin
tamam umer na likho
mager ik sham hi likh do
zarori tu nahi
k mil jai sakoon her kisi ko
sare-e-bazm na aao
sar-e-raah hi millo
ye janta hon k umer bhar
tanha mujh ko rahna hai
mager pal do pal ghari do ghari
meray naam hi likh do
chalo hum mantay hain k
saza k mustahik hain hum
koi naam na likho
koi ilzaam hi likh do
Usay Mai Apna Banaun Kasay

"Khush Thay Hum Akailay
Na thi Humien Koi Fikar
Dusron Ko Hansaya Krtay Thay Hum
Ghum Ko Nazdeeq Na Anay Detay Thay
Par Na Janay Kya Jadoo Tha Us Mai
Ka Wo Humien Dewana Kr Gae
Ab To Katata Nae Hai Din
Na ati hai Neend Raat Bahr
Hr Wqt Yaad Mai Rehty Hai WO
Na Janay Meri Hansi Kahan Chali Gae
Hanstay Hansty Bhe Ab To Ro Deta Hun
Hr Wqt Us Ki Yaad Mai Bechain Rehta Hun
Pr Usay Is baat Ka Ilm Nae Hai
Kahi Baar Usay Apnay dil Ka Haal Sunana Chaha
Lakin Is Baat Ka Dar Rehta K kahien Wo Door Na Ho Jaye
Kasay Sunaon Mai Apnay dil Ka Haal
Kasay Bataon K Kitna Chahta Hun Usay
Jo hai Her Waqt meray khyalon Mai
Usay Mai Apna Banaun Kasay……………..
Beykali beykhudi beybasi deygaya
Kuch naye tajrubey ajnabi deygaya

Us ki saudagari main bhi insaaf tha
Zindagi deygaya zindagi leygaya

Us key aajaney say har kami mitgai
jatey jatey wo apni kami deygaya

Sochney key liye pal ki mouhlat na di
Jaagney key liye ek sadi deygaya

Leygaya jism sey jaan-o- dil kheinch ker
Haan magar rooh ki taazgi deyga
RAIT PER LIKH KER MERA NAAM MITAYA NA KARO

AANKHEIN SUCH BOOLTI HAIN PYAAR CHUPAYA NA KARO

LOOG HER BAAT KA AFSANA BANA LETEY HAIN

SUB KO HALAT KI RUDAD SUNAYA NA KARO

YEH ZAROORI NAHIN HER SHAKS MASEHA HI HO

PYAAR KEY ZAKHAM AMANAT HAIN DIKHAYA NA KARO

SHEHRE-Y-EHSAS MEIN PATHRAO BUHAT HAIN "WaFa"

dil KO SHESHE KEY JHAROONKOON MEIN SAJAYA NA KARO
WO JA RAHA THA
ISSE ROKTY BHI TU KIS LIYE ?
WO JO SHEIHER-E-dil THA UJJERD GAYA
WO JO KHAWAB THA WO BIKHER GAYA
KABHI MOSUMOO KI NAZER LAGI
KABHI WAHHUMOO NE DURRA DIYA
KABHI MUNZILLOON K SARAAB NE
HUMEIN RAASTEY MEI DAGHA DIYA
KABHI ZINDAGI KI KITAAB SE HUMEIN JIS NE
CHAHA MITTA DIYA
BUS ISSI LIYE !
WO..........
JA RAHA THA DOR TUK
ISSE DEIKHTEY HI RAHAY MAGER :)
NHI DI SUDDA
ISSE ROKTEY BHI TU KIS LIYE?
dil wale ankhun ki baat samajh lee hain....Khuwab main mil lete hain...Rota to asman bhi hai kisi ke piyar main Lekin Log usey Barsat samajh Lete Hain....