dil SMS Messages2810 messages

Jab aankhein nafs ki pasandeeda cheezein dekhnein lagein
to dil anjaam say andha ho jata hai
Hazrat Ali (A.S)

har kisi ko meri tarhan rehm dil mat samjhna faraz;

kuch log sinny me pathar bi rakhte han,
Tanha Tanha si Raat or Tanha Tanha se Hum

Afsurda Afsurda Yaden,

Bheega Bheega Mosam,

Sookhey patton ka Shor,

Andhery ki Sargoshi,

Dharkan ki Aahat,

Qismat se apne Shikway,

Tere ehsas ka atoot bandhan,

Tere sath guzre pal,

Tere loat aanay ke Umeeden,

Tere raste pe nazar,

Lamha lamha rat ka Dhalna,

Pal pal apni as ka Tootna,

dil ke zakhmon ka ghera hona,
dil Cheer k B Dekho Ge To Dard Dhoond Na Pao GA





DOST





Q K



.



.



.



Dard Mere dil Mai Nahi

"Sar" Mai Hy

(,")>/)( <"\_ UuFF penadol hai tmhary pas...

Bas Yahi Baat dil TORNAy K Liye Kafi Hay

"Faraz"

.

.

.

.

The Number u Have Dialed Is Busy On Another Call...!
chhor de atibar qismat ki lakiron pe faraz

jo dilon me bas jaeye wo lakiron me nehi hotey.
jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen ~Faraz~

Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha
Mujhe apne barbad
Hone ka gum nahi,
Teri barbadi ka suna
Tu bohat roya.

Main ne Har pal har
Su tujhe Yad kia,
Jab Tujhe Apni Yad se
Gaafil paya tu bohat
Roya.

Ye zindagi
Ye Ronaqein
Ye ranjishein,
Jab in Sab me Tujhe
Tanha paya Tu bohat
Roya.

Main ne apne dil k har
Konay me sirf tujh
ko hi Bsaya,
Tere dil me Basa jab
Koi Or dekha Tu bohat
Roya.

zafar! Jaanta tha k To
Es k Nasib me nahi
Hai.
Lekin phir B tujhe khuda
Se Baar baar maanga Tu
Bohat Roya.
03459191007
¤My Life"My Poetry¤
Basti mein hai wo sannata k jangal maat lagy..
Shaam dhaly bhi ghar pohanchon to aadhi raat lagy..
Khat mein dil ki batein likhna achi baat nahi,
Ghar mein itnay log hein jaany kis k haath lagy…
Un sy bichray dil ko ujray barson beet gaye,
Aankhon ka ye hal abhi tak kal ki baat lagy…
Mutthi band kiye baitha hon k koi daikh naa ly,
K chaand pakarny ghar sy nikla “jugnoo” haath lagy
Yahan Lehroon Nay Saahil Say Judda Hona Hi Tha
Jis Tarhan Hum Nay Chaha Us Tarhan Hona Hi Tha
Raiza Raiza Ho Kar Beekhra Fizzaon Main Baddan
Chaandni Ki Chaah Main Yeh Haadsa Hona Hi Tha

Hadoon Say Ghuzar Kar Hum Nay Pooja Tha Jinhain
Un Haseen Logon Nay Aakhir Dewata Hona Hi Tha
Ummar Bhar dil Shaad Rehta Tark-E-Ulfat Pay Mera
Ek Baar Tu Woh Poochta Agar Bewafa Hona Hi Tha
Hain Mundaamil Ab Chahatoon K Woh Zakham
Jal K dil Ki Raakh Nay Aakhir Dawa Hona Hi Tha
Uski Batein To Phool Hon Jaise
Baki Batein Babool Hon Jaise

Choti Choti Si Uski Do Ankhen
Do Chameli Ke Phool Hon Jese

Uska Hass Kar Nazar Jhuka Lena
Sari Shartein Kabool Hon Jaise

Kitni dilkash Hai Uski Khamoshi
Sari Batein Fezool Hon Jaise

Uski Batein To Phool Hon Jaise
Baki Batein Babool Hon Jaise.
Kash main keh sakoon kabhi tm se
dil ki har bat ankahi tm se.......... ...
Kash main keh sakoon kabhi ye bhi
bari mushkil hai dil lagi tm se
Kash ke main keh sakoon ke tm kya ho
Hai mere dil main chandni tm se
Kash main keh sakoon kabhi ke mujhe
Baat karni hai zaroori tm se
Kash ke ye bhi kabhi pooch sakoon
kaise hoti hai berukhi tm se
Kash wo waqt bhi ajaye ke ho
meri duniya main roshni tm se
Kash ye raz keh sakoon main kabhi
Hai ahseen meri shairi tm se
Kash lafzon main kabhi keh paoon
Mil ke hoti hai jo khushi tm se
Kash ye umr yoon guzar jaye
meri yadain rahain saji tm se.