dewar SMS Messages16 messages

Eik Eik Pather Jor Kar Main Nai Jo dewar Banaie Hai.
Jankhon Ous k Pechie Tou Ruswaie Hie Ruswaie Hai.
Youn Lagta Hai Sote Jagte Auron Ka Mutaaj Hon.
Aakehn Meri Apnie Haien Per In main Neend parie Hai.
Dekh Rahe Haien Herat Say Sub Nele Nele Pani Ko.
Pochie Kon Samandar Say K Tuj main Kitnie Gehraie Hai.
Aaj Hoa Maloom Mujehe is Sher K chand Sauoun say.
Apni Raha Badalte Rehna Sab say Bari Danie Hai.
Tor Gaeie Pehmanie WAFA is dor dor main kesie kesie LOG.
Yee mat Soch K REHAN bus Eik Yaar hie Tera Harjaie Hai.
do$ti Yaqeen pe Tiki hoti hay
ye dewar Bari Mu$hkil $e jhari Hoti hay
Kabhi Fur$at mile To Parna kitab Ri$hto ki
Do$ti Khoon k Ri$hto se B Bari Hotu hay.....
Manaoo jashan k kaabay me Ali arahey hain
Khudda k ghar say botoon ko bhaga rahey hain
dewar e kabba nay haans k kaha khudda ki kasam
Mujhey Ali tawaaf k qabil bana rahey hain
WO DIL KI BATIAN ZAMANAY BHAR KO NA YON SUNATA .. MUJAA BATAATA
WO EK DAFA TU MARI MUHABAT KO AZMATA .. MUJAA BATATA

ZUBAN-E-KHALKAT SA JANAY KIA KIA .. WO MUJ KO BAWAR KARA RAHA HAI
AIK DAFA TU ANNA KI dewar GIRATA .. MUJAA BATATA

ZAMANAY WALON KO KIA PARI K SUNAIN HAL-E-DIL SHAKASTAH...
MARI TU ARZO THI.. MUJAA BULATAH.. MUJAA BATATA

MUJAA KHABAR HAI ANDAIRAY USAY CHUPKAY CHUPKAY NIGAL RAHAY HAIN
MAIN US KI RAHON MAIN APNAY DIL KA DIYA JALATAH .. MUJAA BATATA

SITAM KIA HAI MUNEER .. K US NA SHAHAR CHORA HAI KHAMOSHI SA
MAIN US KI KHATIR YA SARI DUNYA BI CHOR JATA .. MUJAA BATATA
Haqiqat Hai Yaqeen karlo, Main use BhoOl Ker Khush HOon
Muhabbat mar Chuki Abb To, Main use Bhool ker Khush hOon

badalti raat Ki Wajha Se, Tabiyat kuch Bojhal Si hai
YuN mera haal Mat pooch main use BhOol ker KHush Hoon

meray lehejay per mat Chonkoo, meri Ankhon Main mat JhanKOo
Yun hairat se Na DekHOo, Main Use Bhool ker Khsuh hOon

tumhain kya wehem hai, kiun raat bhar milnay nahin atin
aye meri neend ki pariyo, main use bhool ker khush hoon

bhala kiun rooz baahain waa kiye mujh se milnay ati hai
tum us ki yaad se kehe doo , main use bhool ker khush hoon

udasi saray ghar main phelti jati hai ghum ban ker
dar-o-dewar per likhdoo, main use bhool ker khush hoon
Us K Hathon Main Hina,Paon Main Payal Hogi.Aik dewar Magar Beach Main Hayal Hogi.Us K Jalwoon K Bohat Pass Main Honga.Lakin Wo Kisi Or Ki Taqdeer Ka Hasil Hogi.Surkh Kaproon Say Sajay Tar Na Mery Hongy.Us Ki Aankhoon Main Mery Pyar Ki Jhilmil Hogi.Jaty Jaty Wo Mujy Pyar Say Dakhy Gi Jab.Roty Roty Wo Meri RohMain Shamil Ho Gi.Mujy Say Wo Dor Bohat Dor Chali Jayee Gi.Ya Kaahani Bhi Sara-e-Bazam Mukamil Hogi.
Chalo ye raat ham ik dosre ke naam karte hain,
Chalo ik dosre ke aj ham dukh dard sunte hain,
Bhatakte ho kiun tum tanha sitaron ke jhamelon men,
kaho jo dil men aata hay hamtan gosh sunte hain,
Buhat ghamgen rehte ho hazaron dard sehte ho,
tumhari dharkanon men ik ajab sa shor sunte hain,
Chalo acha yon karte hain,
Suno tum ham sunate hain,
Ham apne dil ke har ik zakhm se parda uthate hain,
Dikhate hain tumhen tanhiyan kia zulm dhati hain,
Jhalak har pal daro dewar men uski dikhati hain,
Hamen har pal satati hain har ik lamha rulati hain,
Hamri sanson men tehlil hay khushbo wohi ab tak,
Hamen har phol se mehkar un sanson ki ati hay,
Buhat mushkil si hoti jarahi hay zindagi MEHTAB,
Tarapte hain sulagte hain magar khamosh rehte hain,
Gir Jaye Jo dewar Tu Matam Nahi Kertay
Kartay Hain Boht Log Magar Hum Nahi Kertay
Hai Apni Tabiat Main Jo Khami Tu Yehi Hai
Hum Ishq Tu Kertay Hain Magar Kam Nahi Kertay
Nafrat Se Tu Behter Hai Ke Rastay Hi Juda Hoon
Bekar Guzar Gahon Ko Baham Nahi Kertay
Her Sans Mein Dozakh Ki Tapish See Hai Magar Hum
Soraj Ki Terhan Aag Ko Madham Nahi Kertay
Kia Ilm Ke Roatay Hon Tu Mar Jatay Hoon Ali
Wo Log Jo Kabhi Ankhon Ko Naam Nahi Kertay
Jo dard k Sehra mein akela b bohat hai
Uske liye dewar ka say ab bohat hai
Dekha nahi tum ne usko tanhai mein
Bichry huy logon ko wo roya b bohat hai
Kuch tujhko wafa pe Yakeen Na Tha
Kuch Dukh meri taqdeer mein likha bohat hai
Ksi Ki Chah Me Aisa b Kya Srshar Ho Jana
K Apne Raste Ki Ap Hi dewar Ho Jana
Sada Khalwat Me Apne Ap Se Baten Boht Krna
Or Us k Samny
Chup Surat-e-dewar Ho Jana
Aasan to nahi apni hasti se guzar jana
Utra jo Sumandar mein to dariya bohat roya

Jo Shaksh na roya tapti rahonmein
dewar ke saaye mein betha to bohat roya

Bari mushkil se zinda rah raha hon
Bari Mushkil se ye aadat pari ha.
Kitabon Me Rakh K Sula Gya Humko,
Aanh Band Ki Or Bhula Gya Humko.
Koi Ajeeb Musawar Tha IMDAD,
Jo Baarishon Ke Mosam Me,
Kachi dewaron Pe Bna Gya Humko.