choor SMS Messages71 messages

Jisnay Thoray Waaday Jisnay Toora Dil
Jeena Mushkil Hoo Gaya Daidi Kitni Mushkil
Uss Baywafaa Say Ab Haar Rishta Toor Daingay
Muhabbat Chor Daingaay Hm
Muhabbaat Chor Daingay Hm
Maar Jayen Gay Par Ab Us Ka Naam Nahi Lain Gay
Jisnaay Toora Dil Usay Ilzaam Nahi Deingay
Dil Ki Batoo Mai Akaar Yeah Dhokaay Khayaaye Hein
Abb Apnaay Dil Say Ham Koi Kaam Nahi Lain Gay
Uss Baiwafaa Say Ab Har Rishta Tor Daingay
Muhabbat Chor Daingay Ham
Muhabbat choor Daingay Ham.
Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi
Dil Main Raha Woh choor Kay Janay Kay Baad Bhi
Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib
Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bh
Kaanch Ki choori

Kitni Sada,
Kitni Pyari,
Kanch Ki Chori Jesi Larki,
...College K Ik Kamry Me Bethi,
Jany Kya Kuch Soch Rahi Thi,
Us Ka Hath Kalai Pr Tha,
Or Who Kch Kch Khofzada Thi,
Ab Kia Hoga???
Mai B Us K Pas Hi Betha,
Us Ko Ghur Sy Dekh Raha Tha,
Mene Us Ka Hath Pakra,
Aur Pyar Sy Pocha,
Kiya Qissa Hy?????
Uski Ankhen Bheeg Gaien,
Aur Wo Dheemi Si Awaz Me Boli..

Dekho..!!!

Chori Toot Gai
WO mujhay choor gya hay
y baat tu sach hay
magar baat hay ruswai ki
WO jhan khain bhi gya
loat kay meray hi pas aya
ik yahi baat achhai hay meray harjai ki
Labon ki sersarahat se
badan k choor hony tak

Main tujh ko is tarah chahoon
K meri saans ruk jaye

Khataon par khata'ain hun
Na ho kuch baat kehny ko

Main tujh men yun sama jaon
K meri saans ruk jaye

Na himmat tujh men ho baqi
Na himmat mujh men ho baqi

Magar itna qareeb aaon
K meri saans ruk Jaye

Tery honton pe jab rakhun
Main apny hont kuch aesy

Ya teri pyaas bujh jaye
YA MERI SAANS RUK JAYE
Fisq hua duniya se door,
zehen ka ho gya Fitoor,
Khair ka hai har simt zuhoor,
sheesha e baatil chekna choor,
Neki neki subh o shaam,
Allah Allah mah e siyam,

Ho gaya parcham e khair buland,
Shaitan hai ab qaid men band,
Momin ke hai kaam pasand,
Nekiyan pahle se do chand,
Neki neki subh o shaam,
Allah Allah mah e siyam,
ERI Azmaton Se Hon Be-khabr Ye Meri Nazar ka Qasur Ha! TERI Rah Guzar Mein Qadam Qadam Kahin Arsh Hai kahin Toor Ha! Ye Baja Hai MALIK-E-DO JAHAN Meri Bandagi Main Qasoor Hai! Ye khata Hai Meri khata Mger TERA Naam B To GHAFOOR Hai Ye Bata TUJH Se Miloon kahan Mujhe TUJH Se Milna Zaroor Hai! Kahin Dil ki Shart Na Daalna! Abhi Dil Gunahon Se choor Hai TU Bakhsh De Mere Sub Gunah! Teri Zaat Raheem-o-Ghafoor Hai
TERI Azmaton Se Hon Be-khabr
Ye Meri Nazar ka Qasur Ha!
TERI Rah Guzar Mein Qadam Qadam

Kahin Arsh Hai kahin Toor Ha!
Ye Baja Hai MALIK-E-DO JAHAN
Meri Bandagi Main Qasoor Hai!

Ye khata Hai Meri khata Mger
TERA Naam B To GHAFOOR Hai
Ye Bata TUJH Se Miloon kahan

Mujhe TUJH Se Milna Zaroor Hai!
Kahin Dil ki Shart Na Daalna!
Abhi Dil Gunahon Se choor Hai

TU Bakhsh De Mere Sub Gunah!
Teri Zaat Raheem-o-Ghafoor Hai
Woh Aksar Mujhse Kehta Hai K,

Tum Be-hadd Shor Machati Ho,

Jab Pyaar Se Mujhe Bulao Gey,

Tab Dorr K Mein To Aaon Gi

Tab Paayal Meri Chankay Gi,

Paayal Ka Shoor To Ho Ga Hee!

Jab Meri Kalaai Pakro Gey,

Tab choori Meri Khankay Gi,

Jab choori Meri Khankay Gi,

choori Ka Shoor To Ho Ga Hee!

Jab Aankh Teri Dumkay Gi,

Jab Jazbay Shoor Machein Gey,

Jazboon Ka Shoor To Ho Ga Gee!

Mere Jhumkay Se Jab Tum Kheelo Gey,

Wo Gaal Ko Meri Choomain Gey,

Bey Chain Se Tum Ho Jaoo Gey

Ik Lehar Uthay Gi Seenay Mein!

Us Lehar Ka Shoor To Ho Ga Hee!

Wo Aksar Mujhse Kehta Hai

Tum Bey Hadd Shoor Machati Ho!
Labon ki sersarahat se.
badan k choor hony tak.

Main tujh ko is tarah chahoon.
K meri saans ruk jaye.

Khataon par khata'ain hon.
Na ho kuch baat kehne ko.

Main tujh main yoon sama jaoun.
K meri saans ruk jaye.

Na himmat tujh main ho baqi.
Na himmat mujh main ho baqi.

Magar itna qareeb aaoun.
K meri saans ruk Jaye.

Tere honton pe jab rakhoon.
Main apny hont kuch aise.

Ya teri pyaas bujh jaye.
YA MERI SAANS RUK JAYe
BHULAYA NA JAA $AKA

Palkon pe aan$o"on ko $ajaya na jaa $aka
u$ ko bhi Dil ka haal bataya na jaa $aka
zakhmon $e choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi u$ ko dikhaya na jaa $aka
jab teri yaad aayi to ko$hi$h ke ba wajood
aankhon main aan$o"on ko chupaya na jaa $aka
kuch log zindagi main ai$e bhi aaye hain
jin ko ki$i bhi lamhe bhulaya na jaa $aka
ba$ i$ khayaal $e kahin u$ ko dukh na ho
hum $e to haal-e-ghum bhi $unaya na jaa $aka
woh mu$kuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us $e chupaya na jaa $aka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faa$la ana ka mitaya na jaa $aka.....
Kiya hay pyar jisy hum nay zindagi ki tarha..

Wo aashna bhi milla hum say ajnabi ki tarha..

Barha k piyaas meri us nay hath choor diya..

Wo kar raha murawat bhi dil lagi ki tarha..

Sitam to ye hay k wo bhi ban saka apna..

Qabool hum nay kiye jiss k gham khushi ki tarha..

Kisy Khabar thi barhy gi kuch aur tareeki..

Chupy ga wo kisi badli mien chandni ki tarha.....