chaal SMS Messages16 messages

tum ne tu phir bhi sikh lia dunya ka chaal chalan...
hum tu kch bhi na kar saky tujh se muhbat k siwaaa...!!
Zindagi se yehi gila hae mujhy,,,
Too baht der se mila hae mujhy,,,,
Too mohabbat se kooe chaal to chal,,,
Haar jany ka hosla hae mujhy,,,,,,,
Teray galay main jo banhon ko daal rakhtay hain
Tujhey manaanay kaa kaisaa kamaal rakhtay hain

Tujhey khabar hay tujhey soochnay ki khatir hum
Bohat say kaam mukaddar pay taal rakhtay hain

Koee bhee faislaa hum sooch kar naheen kartay
Tumhaaray naam kaa sikka uchaal rakhtay hain
Woh Chahta Tha Phir Bhi Koi Guftago Na Ki
Main Nay Bhi Poochnay Ki Justajoo Na Ki

Tasveer Teri Dekh Kar Ankheein chaalkh Parein
Hum Nay Teri Ibadaat Kabhi Bay-Wuzu Na Ki

Baithay Rahay Chup Chap Hum Pardah Nasheen K Paas
Musa Ki Tarahan Dekhnay Ki Arzoo Na Ki

Woh Hay Nasha-e-Ishq Ki Lazat Say Bay Khabar
Jis Nay Ye Zindagi Kabhi Nazar-e-Sobo Na Ki

Karta Raha Biyaan Woh Gheroon Kay Samanay
Us Nay Kabhi Shekayat Merey Roo-ba-Roo Na Ki

KyuN Dil Mein Chuppaey Rakhay Hain Hum Nay Raaz-e-Ishq
Ahel-e-Janoon Ki Baat Kabhi Koo-ba-Koo Na Ki

Milta Nahi Hay Us Ko Shahadat Ka Martaba
Rah-e-Kudha Mein Jis Nay Ye Gardan Lahoo Na Ki
jo us kay chehray pe rang-e-heya thehar jay
to saans, saqt, samandur, hawa thehar jay

wo muskrai to hans hans parhain kai mosam
wo gungunay to bad-e-saba thehar jay

subak khram saba chaal chal parhe jub bhi
hazar phool sar-e-raah aa thehar jay

wo hont, hont par rakh de agar dam-e-akhar
mujhe gumaan hay kay aai qaza thehar jay

main uski aankh main jhankoon to jesay jam jaon
woh aankh jhapke to chahoon zara thehar jay
Din kuch aisay guzaarta hai koi
Jaisay ehsaan utaarta hai koi
Dil mai kuch yun sambhaalta hun gham
Jaisay zevar sambhaalta hai koi
Aaina daikh kar tassali hui
Hum ko is ghar mai jaanta hai koi
Pakk gaya hai shajar pay phal shayad
Phir say pathar uchaalta hai koi
Der say goonjtay hain sanaatey
Jaisay hum ko pukaarta hai koi
tumhare hoth, tumhari baahe mujhe pasand hai,
tumhari aankho me mere hi sapne band hai,
tumhari chaal,tumhari baate mujhe aachi lagti hai,
tumhari aanko ki taarif me gazale thakti hai,
jabse tumko pyar kiya hai aata hai mere mann me,
aur na koi dekhe tumko mere siwa is zindagi mein..
humsafar Chahiye Hajoom Nahin,
ek Musafir Bhi Qafla Hai Mujhe,

Tou Muhabbat Se Koi chaal To Chall,
Haar Janay Ka Hosla Hai Mujh Mein.
Pather tha mager barf k galoon ki tarah tha...
Ek shakhs andhairoon mein ujaaloon ki tarah tha...
khawaboon ki tarah tha na khiyaloon ki tarah tha....
Woh ilm-e-riazi k sawaloon ki tarah tha...
uljha hua aisa keh kabhi hal ho na paiya...
Suljha hua aisa keh misaloon ki tarah tha....
Woh mil to giya tha mager apna hi muqadder....
Shatranj ki uljhi hoi chaaloon ki tarah tha....
Wo jazbey mere kuchaal gia hey
Jafaa k sanchey mai dhal gia hey
Na badley mousam bhi itna jaldi
Wo jitna jaldi badal gaya hey
Woh kon hai ?

jo ,,

Uchaal Uchaal K Paida hOta hai ??

Peachano Kon?

Socho ??

Aray socho na ??


Tauba

Soch to sahi


ay loo


aray Budhu


" POPCORN"
Apki ki ANKHEN .....Hirran jesi...

Apki ki AWAZ.....Koyal jesi....

Apki ki chaal....Mor jesi...


ACCHA HOTA AGAR KOI AADAT INSAANO WALI HOTI. . . ;->