c SMS Messages19427 messages

Raat Bhi Gahri Thi Hum Daar Bhi Sakte They

Hum Jo Kahtey They Kar Bhi Saktey They

Who Jo Bichra To Yeh Bhi Nahi Socha

Hum To Pagal They Maar Bhi Saktey They!!
chalo Phir Ek Sajda Karein Aalmhe Madhoshi Ka..





Log Khetein Hain Sagaar Ko Khuda Yaad Nehi
Wo Aana -parast Sahi Uski Baton mein Ikrar B Tha
Uske chubtay Huy Lehje Mein chupa Hua Piyar B Tha
Wo Mujhe Likhta Hai K Intizar Na Kero Mera
Lakin Uski Tehreeron Mein Sadiyon se Intizar B Tha
WO Kehta Tha MAt Roko K Manana Nahi Aata
Meri Narazgi Pe lakin Wo Beqarar B tha
Phir Se Rog Lagao Tum
Mujhse Rabt Berhao Tum
Kese Sab Kuch Bhoole Ho
Mujhko B Samjhao Tum
Jese Barish Sawan Ki
Ek Din Aisy Aao Tum
Mein Ne Jee Bher Rona Hai
Mujko Khuwab Dikhao Tum
Bohat Kuch Ho chuka Sahib
AB Mere Ho B jao Tum
Teri Wafa Ko Humne Bhulaya Kab Tha
Din Judai Ka Dilse Mitaya Kab Tha
Wo Dil Laga Ker Bhool Jana Teri Aadat Thi
Humne Tere siwa Kisi aur ko chaha kab tha
Aik Pal chain Se Soya B Nahi Jata
Kia Kerain Toot K Roya B Nahi JAta
Khuwab Ashkon Ki Tarah Aankh Se Jarr Jate Hain
Kia Kerain tere Begair Jia Nahi Jata
Dard B De Gaye Sitam B De Gaye
Zakham K Saath Saath Mujhe Merham B De Gaye
Do Lafzon Se Ker Gaye Wo Apna Maan Halka
Hum Ko Na Rone Ki Kasam B De Gaye
Ajnabi Log B Dene Lage Ilzam Mujhe
Jane Kahan Le Gaye gardish-E-Ayam Mujhe
Bhoolna chaho Bhi To Tujhe Bhulaon Kese
Log Le Le K Bulate Hain Tera Naam Mujhe
Pehle Maire Khat Us Ne

Ek Anjaane Khauf Se Darr K

Tukrey Tukrey Kar Daaley

Ab

Ek Haseen Ehsaas K Taa''bey

Jis Ka Koi Naam Nahi Hy

Pichle Kitne Ghanto''n Se

Darwaaze Ki Aot Main chup Ker

Tukrey Jor Rahi Hai ....... PAGAL
Kitna chahte Hyn Tumhain Hum Kabhi gaur Tou Ker

Itne Tou Kabhi Hum Apne Talbgaar Na Thay ...
Sabko Khushi Dene Ki Aadat Hai Hame
Apni Alag Pehchan Bananay Ki Aadat Hai Hame
Kitna B Gehra Zakham De Koi
Utna Hee Zada Muskurane Ki Aadat hai Hame
Tark-E-Taluq Ki Pahel Mein ne Ki
chahta To Wo Tha Magar Us Mein Hosla Na Tha
chorne Ka Faisla To Roz Kerta Tha WO Magar
Meri Wafa K Aage Uska bas chalta Na Tha
Mar Jaonga Bakhsis Ki Dhuai Nahi Doonga
Sacahi Ka mujrim Hoon Safai Nahi Doonga
Mer k Bhi Meri Rooh Tere pass Rahe Ge
Mein Samne Aa Ke Bhi dikhai Nahi Doonga