bichar SMS Messages138 messages

bicharr ke to khat bhi na likhe yaron ne,
Kabhi kabhi ki adhoori si baat se bhi gaye.!
Hum Se bichar K Us Ka Takbbur Bikhar Gaya Faraz

Har Ek Se Mil Raha Hy Barii Aajzii K Saath …
Nighahen raasta dekhain tumhara lot aao na,
tumharey bina nahi hota guzara lot aao na,
bichar k yar tujh se zindagi pal pal tarapti hey,
k tum bin ab nahi jeena gawara lot aao na,
mujhey dar hai k in tanha'aeyon mey toot jaoon na,
hey bus teri mohabat ka sahara lot aao na,
tum he to zindagi ho piyar ho dunya hamari ho,
siwa terey nahi koi hamara lot aao na.
Tumhain bakhshi hai dil per hukmarani or kia detey..?

Yehi thi bas hamari rajdhani or kia detey..?

Sitaron se kisi ki mang bharna ik fasana hai.

Tumharey name likh di zindagani or kia detey.

Wo mujh sey mangta tha umar ka ik dilnashin hisa.

Na detey us ko ham apni jawani or kia detey..?

bichartey waqt us ko ik na ik tohfa to dena tha.

Hamare pas tha ankhoon may pani or kia detey..
Agar aap Gul Ahmad k kapray pehnay gay tu..

.

.
to

.

.
to

tu bichara Gul Ahmad kia pehnay ga?
yeh duniya hai yahan pey yeh tamasha ho b sakta hai
abhi tu gham humara hai tumhara ho b sakta hai
Na ye samjo k tum hi akhri uski mohabbat ho
mohabbat juram hai usey dobarra b ho sakta hai
tera milna
bichar jana
bichar k pher mil jana
humesha ki judai ka ishara ho b sakta hai
Tum apny ap ko hrgiz koi ilzam mat dena ye soda hai mohabbat ka khasara ho b sakta haiii
Raaz-e-dil na sunana kisi ko FARAZ
Dunya mai sub Hamraaz badal jate hain
Kisi k bicharnay se Koi mar to nahi jata
Haan magar Jeeney k Andaaz badal jate hain
yeh duniya hai yahan pey yeh tamasha ho b sakta hai
abhi tu gham humara hai tumhara ho b sakta hai
Na ye samjo k tum hi akhri uski mohabbat ho
mohabbat juram hai usey dobarra b ho sakta hai
tera milna
bichar jana
bichar k pher mil jana
humesha ki judai ka ishara ho b sakta hai
Tum apny ap ko hrgiz koi ilzam mat dena ye soda hai mohabbat ka khasara ho b sakta haiii
is raat ki tanhaiyo k
sb rang badal gye hain,
chand nikla hai waise hi
andhere badal gye hain,
jin k bharosey thi khushiyan
vo loog badal gye hain,
manzelein tu ab bhi vohi hai
kuch rasety badal gye hain,
jis pey kya tha bharosa hum ne
vo dost bichar gya hai,
dekhey thay jo kbhi hum ne
vo khwab badal gye hain,
jo baney thay kabhi humsafar
aj wo he mukar gye hain,
is totey hoye dil k sarey
jazbat badl gye hain,
na badley kabhi HUm
na badley kabhi humhare khyalat
BUS
rona hai yahi
KUCH LOOG BADAL GYE HAIn
Chalo Hum Maan Lete Hain,
Ye Duniya Jhoot Kehti Hy,
…Tumhe Hum Se Nahi Ulfat,
Chalo Hum Maan Lete Hain,
Tumhari Be’qrari Ki,
Wajha Kuch Aur Hi Hogi,
Nigaahen Mujse Milte Hi,
Tumhare Muskrane Ka,
Sabab Kuch Aur Hi Hoga,
Jise Km’fehm Logon Ne,
Mohabbat Naam De Daala,
Mgr Itna Bataa Do Tum,
bicharte Waqt Jan-E-Jaan!
Palat Kr Dekh K Hum Ko,
Tumhari Jheel Si Aankhen,
Chalakti Ja Rhi Thi Kyun…??
Hame Tarpaa Rhi Thi Kyun…….?
Na jaane Q khuwaab bikhar jaaty hein dheere dheere,

Saare log bichar jaaty hain dheere dheere,

Zabt karo to behtar hai,

Warna aansoo zor pakr jaaty hain dheere dheere,

Sab irada kar k sath chalte hain,

Phir raasty badal jaty hain dheere dheere,

Jitne paas hum kisi k hoty hain,

Utne faasly barh jaaty hain dheere dheere.
Dukh ...

bicharne Ka Nahi Hota

Bal K

Un Rishto''n K Tuutne
Ka Hota Hy

Jo Barso''n Ki Rafaqat
K Baad

Pal Main Tuut Jate Hyn ...