bhool SMS Messages395 messages

Aj Darechay main woh Aana bhool Gya
Main bhi apna Diya Jalana bhool gya
Aj muhe bhi Uski Yad nahi ai
Woh Bhi mere Khowab main aana bhool gya
Khat Likha hai lekin...
Khat k Konay per
Woh apni Aankh k Ansu Mitana bhool gya
Rooth ke ek Jaga per Dono Bethe Rahe
Main usk0 woh Mujh manana bhool Gya
Chalte chalte main usko ghar le aya
Woh Bhi apna haath Churana bhool gya
Ab Kisi Aankh Ka Jadu Nahi Chalta Mujh Per
Wo Nazar bhool Giye Hai Mujhe Pathar ker Ke
Pochna Chahon Uss Nigha-E-Dil Se
Kis Ko Aabad Kia Mujh Ko Berbaad Ker ke
bhool thi Meri jo mein ne tujhe apna mana
Teri Dosti Ko Mein Ne Teri Chahat jana
Mujhe Na Khabar Thi Ke Tu Aesa Hoga
Ke De Ker Zakham Iss Tarah Se Be-Khabar Hoga
Nahi Mujh Ko Bulao Tum
Tumhain Ghairon Ka Hona Hai
Mujeh AB bhool Jao
Mere Her SMS Ko Perh Ke
Ab Khushi Mehsoos Mat Kerna
Abhi Unko Uraoo
Tumhain Ghairon Ka Hona Hai
Yehi To Akhri Shab Hai
Ke Kismat Mein Bicherna Hai
Zara Sa Muskurao
Tumhain Ghairon Ka Hona Hai
Mujhse Thay Jo Rishte bhool jao
Tumhain Ghairon Ka Hona Hai
zindagi ki musafat main
khoshion ki chahat main
mausmon ki manind
lehjay badal jatay hain
sukhay paton ki tarhan
waday toot jatay hain
yunhi saath chalnay walay
rasta badal jatay hain
kion zindagi ki musafat main
zindagi se payaray log
choot jatay hain
humain vo bhool jatay hain

kaise lagi aap sub ko?????????????
youn bhi chajatey ho mere hawason per aksar

main tere diye sab dard bhool jata hoon
kyun chhup k mohabat karte ho

sanG Chalne ka dum Bharte ho

jo shikwaY GilaY Hain keh Dalo

kion Baat khulne se Darte ho

use bhool jao jo Guzar GaYa

kion khud se Itna Larte Ho

mujhe B khud main shaamil kar lo

kion Tanha Aag main jalte ho

B,fikar ho jao ye jaan lo Tum

Tum mere Dil main BastaY Ho.
Yaadon Mein Teri Yaad Thi
Kya Yaad Tha
Kuch Yaad Nahi
Teri Yaad Mein Sab Kuch bhool Gaye
Kia bhool Gaye Kuch Yaad Nahi
Bus Yaad Ho Tum
Kyun Yaad Ho Ye Yaad Nahi
Tum Ne Kia Na Yaad Kabhi bhool Kar Humain

Hum Ne Tumhaari Yaad Main Sab Kuch Bhula Dia
Jo Udas Hain Tere Hijar Mein
Jinhe Bojh Lagti Hai Zindagi
Sar-E-Bazam Youn Inhe Dekh K
Tera Munh Chupane Ka Sukria
Jo Zamane Bher Ka Asool Tha
Wo Asool Tu Ne Nibha Dia
Yehi Rasm Thehray Gi Moutbar
Tera bhool Jaane Ka Sukria
Phir Se Rog Lagao Tum
Mujhse Rabt Berhao Tum
Kese Sab Kuch bhoole Ho
Mujhko B Samjhao Tum
Jese Barish Sawan Ki
Ek Din Aisy Aao Tum
Mein Ne Jee Bher Rona Hai
Mujko Khuwab Dikhao Tum
Bohat Kuch Ho Chuka Sahib
AB Mere Ho B jao Tum
Teri Wafa Ko Humne Bhulaya Kab Tha
Din Judai Ka Dilse Mitaya Kab Tha
Wo Dil Laga Ker bhool Jana Teri Aadat Thi
Humne Tere siwa Kisi aur ko chaha kab tha