barbad SMS Messages41 messages

dheka he ujartey huwey ktne he gharon ko
dost
hai kon jo ishq mein barbad nhn hai
Sardar park me betha tha. Friend: Kya kr raha hy? Sardar: Badla le Raha hoon! Friend: Kese? Sardar: Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kr raha hoon.
“Guzri hui zndgi ko kbi yad na kr

Taqdir me jo nhi likha uski faryad na kr

Jo hoga woh hokar hi rahega

Tu kal ki fikr me aj ki hansi barbad na kr.

'Log apne kapro ke style pr kitna paisa barbad kar dete hain,,


Jab k zindgi ke sab se haseen lamhe bina kapro ke guzarty hain,,
.
.
.
.
.
.
Yahan per main Bachpan ki baat kar raha hoon janab.'
Mujhe apne barbad
Hone ka gum nahi,
Teri barbadi ka suna
Tu bohat roya.

Main ne Har pal har
Su tujhe Yad kia,
Jab Tujhe Apni Yad se
Gaafil paya tu bohat
Roya.

Ye zindagi
Ye Ronaqein
Ye ranjishein,
Jab in Sab me Tujhe
Tanha paya Tu bohat
Roya.

Main ne apne Dil k har
Konay me sirf tujh
ko hi Bsaya,
Tere Dil me Basa jab
Koi Or dekha Tu bohat
Roya.

zafar! Jaanta tha k To
Es k Nasib me nahi
Hai.
Lekin phir B tujhe khuda
Se Baar baar maanga Tu
Bohat Roya.
03459191007
¤My Life"My Poetry¤
zindagi per aik kitab likhon ga
main us me wo saare hisaab likhon ga

hui barbad meri zindagi kese?
Kese bikhre hen mere khawab likhon ga

khud ko kisi tili ka roop de kr
auron ka chehra gulab likhon ga

kisi ko llzam-e-bewafa na donga
bas apni hi qismat kharab likho ga
barbad KARNEY K AUR BHI RASTEY THEY FARAZ,
NA JANE UNHEN MOHABBAT KA HI KHAYAL Q AYA??
Marnay k bad meri ye kahani likhna
Kese hui barbad meri ye Jawani likhna
Ye likhna usay Intizar bahot tha kisi ka
Aakhri saans ki kesay hui Rawani likhna
Jo Qasmain khai thi us ne Piyar me
Un Qasmon ki kya hui us per Mehrbani likhna
Roza hai darasal jihad,
Insaan shaytan se azad,
Ho jaye dushman e deen barbad,
Malikul mulk se kar fariyaad,
Ghalib har ja ho islam,
Allah Allah mah e siyam.
Guzri hui zindagi ko kabhi yad na kar,
Taqder mein jo nahen likha uski faryad na kar,
Jo hoga wo hokar hi rahe ga,
Tu paper ki fiqar mein World Cup barbad na kar:::::
ab kis say kahein aur kon sunay jo hal tumharay bad huwa is dil ki jheel si akhon mein ek khuwab bohat barbad huwa is shehar mein kitnay chehray thay kuch yad nahi sab bhool gay ek shakhs kitabon jaisa thaw oh shakhs zabani yad huwa
Baithe-Baithe jindgi barbad na kijiye. Jindgi milti hai kuchh kar
dikhane k liye. Roke agar aasman hamare raste ko. To taiyar ho jao aasman
jhukane k liye.