barbaad SMS Messages33 messages

Bhakt: Hey bagwan mujhe dard de, mere piche bhut laga de, tension de, mujhe barbaad kar de, dukh de.
Bhagwan: Abey ek line mein bol tuhje BIWI chahiye.
Heer to Raanjha: Mein tere Ishq mein barbaad hogayi hun,
Badnaam hogayi hun,
Ruswa hogayi hun.

Raanjha: To mein konsa DSP ban gaya hun?
mein khud bheek maangta phir raha hun.
Guzray howey Exaams ko Yaad na karna..!!

Answer sheet main jo likha hai uski Faryad na krna,

Jo Hoga wo to Hoga..!!

Uski Fikar main Apney HOlidays barbaad Na Karna:)
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Meri rooh mujh se bichar jane ko hai...
Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai...
Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha...
Woh bandhan pal mein toot jane ko hai...


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..


Sokoon dil barbaad ho jane ko hai...
Raapte socho ke simat jane ko hai...
Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha...
Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai...


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai...


Qurbato ke nisha mit jane ko hai...
Faasle dooriyu mein badal jane ko hai...
Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke...
Meri zaat to us ki muhabat mein waft ho jane ko hai...
Guzri hoi Zindagi ko kabhi Yaad na ker* Taqdeer mai jo likha hai uski Fariyaad na ker* Jo hona hai wo ho ker rahega* Tuu Fikar mai apni hansi barbaad na ker
Apni barbaadi ka jahan aabaad rakhna hai
ussay sub bhoolna mujhay sub yaaad rakhna hai!!
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Meri rooh mujh se bichar jane ko hai
Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai
Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha
Woh bandhan pal mein toot jane ko hai

Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Sokoon dil barbaad ho jane ko hai
Raapte socho ke simat jane ko hai
Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha
Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai

Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Qurbato ke nisha mit jane ko hai
Faasle dooriyu mein badal jane ko hai
Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke
Meri zaat to us ki muhabat mein waqf ho jane ko hai
rooh mujh se bichar jane ko hai
Wafa-e-muhabbat rakh ho jane ko hai
Jo mere dil se jur kar meri zaat mein raha
Woh bandhan pal mein toot jane ko hai

Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Sokoon dil barbaad ho jane ko hai
Raaste socho ke simat jane ko hai
Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha
Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai

Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Qurbato ke nisha mit jane ko hai
Faasle dooriyu mein badal jane ko hai
Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke
Meri zaat to us ki muhabat mein waft ho jane ko hai
Zindagi guzar gayi Dil ko samjhaane mein....
Pyaar ke un kisso ko bhulaane mein....
Samajh baithe the jisse zindagi apni....
Woh shaamil thi meri barbaadi kaa jashn manaane
kaysi mohabbat
kaysi chahat
hum par sub kuch
roshan hay
unhi zara sa
shoq hua tha
aoo dill barbaad kern......

Mujhe Tou Hosh Nahi Tumko Khabbar Ho Shayad. . .
Log Kehte Hyn K Tum Ne Mujhe barbaad Kia
Meray MaRnay K Baad Meri Khaani Likhna
KaiSay barbaad hOii Meri Jawani Likhna

Yeh Bhe Likhna Usay InteZar Tha bOhet
AakhRi SanSOun Ki jAb hOii Rwanii Likhna

Aur Kya Likhna hAi mUghe kUch Yaad Nahien
AankhOn Mein Aaya Tha bOhet Pani Likhna

Jo Pyar Sey Khai Thien Qasmien Us Ney
Un QaSmOun Ki Kya hOii MehaRbani Likhna

Ik Mein Nahien hOn dUnya Mein mansOor
barbaad hOi IShq Mein Jis Kii Jawani Likhna

Aur Likhna K Daitay Tha dUa tUghay
Haath Bahir Thay Kafan Sey NiShani Likhna