badal SMS Messages350 messages

kasa lagta ha

khirkhi se barish ki bonde takna

apne ap ko in bondoon ki nazar kerna

kasa lagta ha

jb bijli zor se karak ker apne guse ka izhar kerte ha

or jwab main badal hans ker use manata ha

in ahsasat main jeena

kasa lagta ha

bolo kasa lagta ha

barish ka sang ankh macholi khalna
Tum jabse ay iho zindgi me

maine jina sikh liya,

sapno ko haqiqat mai badalna sikh liya.

Tere pyar ka nasha hai jaan,

ki maine khudko badal diya
Palko me kaid rehne do sapno ko,

Unhe to haqiqat me badalna he,

In aankho ki to ek hi tamanna he,

Ki har waqt aapko muskurate dekhna he
Mohobbat Ko Meri Is Tarah Aazmane Waale

Kahin Aur Jaa Ke Dhoond Chahne Waale

Hum Bhala Kaise Kar Lain Ab Yaqeen Tum Par

Jhoote Hote Hain Mohobbat Main Kasmein Uthaane Waale

Kal Shaam Jub Ye Likh Bheja Us Ne Mujh Ko

Mit Ke Reh Gaye Mohobbat Ko Mitaane Waale

Karwat Pe Karwat Phir badalta Raha Raat Bhar

Subah Likh Bheja Shukriya Mohobbat Sikhaane Waale
Har aah tabasum ban jaye
har ashq sitara ho jaye
duniya hi badal jaye apni
tera ek ishara ho jaye
Daldal Thi Zindagi So Dhansta Chala Gaya,

Main Apni Bebasi Pe Yun Hansta Chala Gaya,

Pehle Dikha Raha Tha Mujhe Manzilon K Khwaab,

Phir Mere Samnay Se Woh Rasta badal Gaya,

Main Ro Para Tha Jis Ki Judai Ko Soch Kar,

Woh Shaks Mere Haal Pe Hansta Chala Gaya,

Main Khud Lipat Gaya Tha Jisay Dost Jaan Kar,,

Woh Saanp Ki Tarha Mujhay Dasta Chala Gaya,!
Dekhi Hui Rahon Se Nikal Kar Use Dekhain,
Is Baar Chalo Shehr badal Kar Use Dekhain

Pani Ki Tarha Dhoop Me Urh Kar Use Dekhain,
Jangal Ki Tarha Aag Me Jal Kar Use Dekhain

Ye Sabza-e-Be Khwab Ye Jaga Hua Mehtab,
Aisa Hai K Ab Neend Mein Chal Kar Use Dekhain

Kab Tak Yuon Hi Khamosh Tamashai Rahen Hum,
Kab Tak Youn Hi Aaine Mein Dhal Kar Use Dekhain

Wo Bhi To Kai Roop Mein Aata Hai Muqabil,
Hum Bhi To Koi Rung badal Kar Use Dekhain.
W0 samjta hy k hr Shaks badal jata hy ''faraz''

usay Lagta hy Zamana Us k Jaisa hy
Faqt Pehluu badalny Sy
Rafaqat Kam Nhi Hoti

Mgr Phir Bhi Na Milne Ki
Aziyat Kam Nho Hoti

Jahan Koi Bichar Jaye
Wahin Per Uski Manzil Hy

Kisi k Saath Chalny Sy
Musafat Kam Nhi Hoti

Humare Dushmano Me
Chahne Wale Bhi Shamil Hyn

So Hum Jis Haal Main Bhi Hon
Mohabbat KamNahi Hoti
Ye Jantay Huye Bhi
K
Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga
Wo badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga
Phir Bhi Main Ne
Hawa Ko Pakarna Chaha
badal Ko Choona Chaha
Umar Se Insan badal Jate He

Waqt Se Tufan badal Jate He

Sochte Hai Aapko Itna Yaad Na Kare

Lekin
Aankh Band Karte Hi
Armaan badal Jate He
hum ko jin ki rafqat pae naaz tha mohsin.

wo loog bhi hawa ki tarhan rukh badal gaye..